| Register | Members | Radio & TV | Games | Quran | Calendar | Search |
| Your Wishes and Thanks Here you can introduce you self. express your wishes, you can welcome new members, and convey your warmest thanks |
![]() |
| LinkBack | Thread Tools | Rate Thread | Display Modes |
| Sponsored Links |
| ||||
| sadey te warey mund makai da daney j mangda a ujhar gae da pathi te tapdi ni na lajeo laj twanu ni sadey te warey tana tani da mundw da nana kana suni da jori te sajdi ni na lajeo laj twanu ni sadi te kuri tilley de taar a munda twada siddu kmyar a gal te phabdi ni na lajeo laj twanu ni laj te pae assan apnay khu nu kuri te ditti asan Zeshan de mun nu saba di sas nu jandey ni na lajei laj twanu ni ![]()
__________________ it is nice to be important but it is more important to be nice |
| |||||
| awwwwwwwww mashAllah pahli baar Kisi nay Shadi ka bataya haiiiiiiii shadi se pahlayyy...mere mon main tau Shadi k kahno ka soch soch kar Pani a araha ahi LOlzzzzzzzzzzzz Who is Zeeshan? kya woh bi forumpk par ataa hay? i know sabah little BIt :) Shadi Mubarak HO Sabahhhhhhhhhhh Allah tumhe dheron KHusiyo se nawazayyyyy ameen sumeen .. Sada suhagan rahoooo ameen .. I m really happy for u ![]() ![]() |
| |||||
| Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mahekti vaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mahekti vaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho Yeh phool tumhaare zevar hai Yeh chaand tumhaara aaina Tum jab aise sharmaati ho Dulhe ka dhadkta hai seena Har aaina tumko dekhe Tum to aisi shehzaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho Meri Sabah hai phool bahaaron ka ![]() Meri Sabah hai noor nazaaron ka ![]() Meri Sabah ke jaisi koi SABAH nahin Bina iske kahin bhi mujhe rehna nahin Jaise hai chaand sitaaron mein Meri SABAH hai ek hazaaron mein Hum jaise bhole bhaalon ki Yeh duniya to hai dilwaalon ki Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mahekti vaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho Khushiyon ke mahelon mein baitho Koi gham na tumhaare paas aaye ![]() Na umr ka pehra ho tum pe Mere dil ki dua yeh rang laaye Rab hasta hua rakhe tumko ![]() Tum to hasne ki aadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi ho (Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mahekti vaadi ho Us ghar mein khush haali aaye Jis ghar mein tumhaari shaadi hooooooooooooo Ameeeeen :) |
| |||||
| hahahah Shumailaa Dholak lao gi tau DHOlaki bajaingay na filhal tau asjad k Sar se kaam chalaya ja sakta hai![]() MUjahy aur Shadi k poray ganay yad hi nai a arahyyyyyyyyyy koi bi Ga lon? mujahy thoray thoray atay hain....HAthaonnnnnnnnnn pe In hathoooooooon peeeeeeeeee LIkh de mahandi se sajnaaaaaaaaaaa ka Naaaaaaaaaaaaaam ![]() Pal Pal teri yaad satay o pIYAAAAAAA ![]() tujh bin jenayyyyyyyyyy ki sochon tauuuuuuuu dharkay haye mera JIya.... Dharkay haye mear Jiya... Dil ye bolay Piya PIyaaaaa Tujh bin jenay ki sochon tau Dharkay hayee mera jiyaaaaaaa HO mubarak aaj ka Din... raat aai hai sohani.. Shadmanai hooooooooo Shaadmani. Last edited by La Ha$!L; 02-01-2008 at 10:28 PM.. |
| ||||
| Oye Hoyeee sabah wah wah tumahri shadi horia hai Allllllllllllllllllah tumahri new life full of hpns ho Amen aur zara humey b btana k shadi k bad life zada achi hai ya shadi k pehlay haahaah lolll ok dedicate thiz song 4 u : Mehndi laga k rkhna doli saja k rkhna lenay tujhey agori aaynagy tery sajna(Zeshan bhai)lolllllllll ![]() well dear Congratzzzzzzzzzzzzzzzzz m realy happy 4 u...
__________________ ![]() |
| ||||
| Assalamualaikum... sabah how r u..? i hope u r fine n shine.. n mubarak ho shadi ki bohat khushi hui realy..Congratulations Allah ap ko aapki nayi zindagi main Khush rakhein aur kamyaab karein Ameen...
__________________ ![]() l||l • Kamii • l||l |
| |||||
| Quote:
![]() Koi shadi wala gana lay kar aao na |
| ||||
| Jeevay Banra, umraan Saariyan Jeevay Banra Jeevay Banra, umraan Saariyan Jeevay Banra -- Teray Sehray, ton Main Waariyan Way Teray Sehray, ton Main Waariyan Main Sehray Waalay, ton Bal Haariyan Teray Gaanay, ton Main Waariyan Way Gaanay Waalay, ton bal Haariyan Teri Mehndi, ton Main Waariyan Way Teri Mehndi, ton Main Waariyan Way Mehndi Waalay, ton Bal Haariyan Teri Korhi, ton Main Waariyan Way Teri Korhi, ton Main Waariyan Way Korhi Waalay, ton Bal Haariyan
__________________ ![]() l||l • Kamii • l||l |
| ||||
| Mathay Tay Chamkan Waal, Meray Banray Day Mathay Tay Chamkan Waal, Meray Banray Day -- Lao Ni Lao Ennu Shagna'n Di Mehndi Lao Ni Lao Ennu Shagna'n Di Mehndi Mehndi Karay Hath Laal Meray Banray Day Hayee.. Mehndi Karay Hath Laal Meray Banray Day Pao Ni Pao Ennu Shagna'n Da Gaana Pao Ni Pao Ennu Shagna'n Da Gaana Gaanay Day Rang Nay Kamaal Meray Banray Day Hayee.. Gaanay Day Rang Nay Kamaal Meray Banray Day Aaiyan Ni Aaiyan Pehnan Mehndi Ley Kay Aaiyan Ni Aaiyan Pehnan Mehndi Ley Kay Pehnan Nu Kinnay Nay Khayal Ni Meray Banray Day Pehnan Nu Kinnay Nay Khayal Meray Banray Day Hayee.. Mathay Tay Chamkan Waal, Meray Banray Day I hope u enjoy both songs these songs are very popular
__________________ ![]() l||l • Kamii • l||l |
| ||||
| Sada chirian da chumba vay Babul asaan udh jaana Sada chirian da chumba vay Babul asaan udh jaana -- Saadi lambi udhari vay Asaan mur nahin aaona Tere mehlan de rang lay booay Te wichon meri doli lang ni Tere mehlan de rang lay booay Te wichon meri doli lang ni Tere mehlan de rang lay booay Te wichon meri doli lang ni Sanu thak jandi vari vay Asaan mur nahin aaona Tere mehlan de buraj suhneray Mein chad chali chup karkay Tere mehlan de buraj suhneray Mein chad chali chup karkay Tere mehlan de buraj suhneray Mein chad chali chup karkay Asaan Kar Li Tayaari Vay Asaan Mur Nahin Aana sing this song (Musarrat Nazir )
__________________ ![]() l||l • Kamii • l||l |
| ||||
| Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Dekhey koyee kisi larkhi key haat Khushioun bharey, armanon bharey, mehndi taley Kayein sapnon ko sab sey chuhpayey howey, sharmayey howey Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat. Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat. Hum bhee gayey eik mehfil, rangon bharee ous mehfil mein Khushbo thee haatoun mein, jadoo tha chehroun pey Ankhoun mein tha eik nasha hooo ankhoun mein tha eik nasha Humney to aisa nazara khabhee kaheen dekha na tha Khabhee socha na tha. Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat. Hum bhee miley eik khushbo sey, baatein hoween eik jadoo sey Baatoun meinj baat barhee janey kub raat dhalee Dono mehuk ney lagey haaaiii dono mehuk ney lagey Dholuk ka shour raha sarkoshioun ko dubayey howey Sab chuhpayey howey. Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Dekhey koyee kisi larkhi key haat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Dekhey koyee kisi larkhi key haat
__________________ ![]() l||l • Kamii • l||l |
| ||||
| Zara dholki bajao goriyo Mere sang sang gao goriyo Sharmayo na lagaakey mehndi Zara taaliyan bajao goriyo Yeh ghari hai milan ki Aik sajan se sajan ki Yeh ghari hai milan ki Aik sajan se sajan ki Geet aisa koi gao goriyo Aisi dholki bajao goriyo Zara innki bhi chaal dekhlo Aaj inko bhi nachao goriyo Aisa hoga, naach gaana Jhoom uthay ga, yeh zamana Aaj tum bhi, aazmana Hur adhayay, dil banana Aisa hoga, naach gaana Jhoom uthay ga, yeh zamana Aaj tum bhi, aazmana Hur adhayay, dil banana Zara jaldi se jao goriyo Koi aaina tho lao goriyo Innhay naaz hai bohot khud per Inhey aaina dikhao goriyo Kisi bedh ko bulao goriyo Nafs inki dikhao goriyo In ko husn per ghuroor hai bohot Inka bara neechay lao goriyo Hum ghalat they hum ney maana Tum bhi waapus, leylo thaana Larhnay ka yeh kub hai mauqa Kya kahay ga yeh zamana Kisi kazi ko bulao goriyo Abhi faisla karao goriyo Kahaan milay ko humsa dulha Inhey dulhan banao goriyo Aap kartay hain kaisee baatein Aap kari hain kaisee baatein Aray inhay samjhao goriyo Ab sulha karao goriyo
__________________ ![]() l||l • Kamii • l||l |
| ||||
| Mehndi rache gea tere haath Dholak bajay gea saaree raat Mehndi rache gea tere haath Dholak bajay gea saaree raat Jaakey tum saajan ke saath Bhool na jaana yeh din raat Jaakey tum saajan ke saath Bhool na jaana yeh din raat Tujh ko des piya ka bhayay Tera piya tere gun gayay Tujh ko des piya ka bhayay Tera piya tere gun gayay Aayay khushyon ki barsaat Leykey rangon ki barsaat Kangna baghon mein jo khanke Kholey bhed yeh tere man ke Kangna baghon mein jo khanke Kholey bhed yeh tere man ke Chahey karo na koi baat Sab ney jaan liyay jazbaat Tera ghoongat jo uthai Roop tera seh na pai Chand ko woh bhool jayay Dekhe tera singhaar Tere maathay ka yeh jhoomer Bolay piya ke man ko chooker Saajan sunlo meri baat Jeewan bhar ka hai yeh saath
__________________ ![]() l||l • Kamii • l||l |
| ||||
| I hope u people enjoy these song old Punjabi song was very popular so enjoy
__________________ ![]() l||l • Kamii • l||l |
| ||||
| uff mirzaa song to aise likhray ho jaise tumahri sahdi horai hai ![]() lol btw nice songzz ![]() ![]()
__________________ ![]() |
| |||
| lol.... yahan to achi khasi ronaq lag gai ![]() well......... bht bht mubarak ho sabah aap ko................. mere dua hey k aap ki aney wali life khushion se bherpoor ho............... or Allah SWT aap ko her dukh se bachay....... Ameen |
| ||||
| Quote:
g janab hum larki ki taraf say hain banno rani pe koi gana gaein na
__________________ it is nice to be important but it is more important to be nice |
| ||||
| Quote:
__________________ it is nice to be important but it is more important to be nice |
| ||||
| us ki chahat ki chandni ho ge bari khubsurat c zindagi ho ge ik larki bhot say phul liye dil kii dehleez pe khari ho we wish u a great life with (..........) blank khud fill kr lena intelligent ho bi aqalmand k liye ishara he kafi hota he
__________________ it is nice to be important but it is more important to be nice |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | Rate This Thread |
|
|