Quote:
Originally Posted by restless soul
Mission dear em not agreed with you..us ka record acha ha..even u see his fastest century tht wasnt against zimbabwe or bangla desh
yeah u are right ka temprament nahi ha is ma..he just wana hit the ball aur wohi karta ha jis ki wagha sa zyada daer tak ground ma khawar nahi hota
wel i like him bcz us ki wajha sa jald hi match ka end result nazar a jata ha...aar ya paar
par mission he is not dat much bad player.abhi pichle match ma to is na aik aur record break kia ha...khair let c Australia ka sath kia karte hain yeah...
|
Jee I agreed bahoot acha player hay

tension he nahi laita

mainay tu yay tuk suna hay kay cigrate ka tota pakara ker Kamran Akmal ko wicket per jata hay kay yay pakaro may abhi do char laga ker ata hon. Phir tum chulay jana...

jatay jatay bhi yahi keh jata hay kay oey Kamran suta mat marna lolz

hay na great humaray Afridi bhaya..
Fastest Centry isnay Srilanka kay khilaf banai phir uskay bad itnee takleef wo kion uthata..

Jabhi tu kafi arsay say koi century nahi banai..
Jahan tuk match kay result ka sawal hota hay ziada tar match usnay par he kervaya hay samnay wali team ko.. .uskee taza misal South Africa say home series ka last match tha.....



Aisa usnay par kia kay ab uskay aba bhi gana gatay hain...
Baita humara aisa kam keraiga... Cricket may roshan apna nam keraiga.. magar yay to koi na janay kay Afridi mera kub out hova....
Sorry Kainat... aap Afridi ko like kertee ho isi liyay apko acha nahi lagaiga... But...... meri dua zaroor uskay sath hay kay wo Pakistan ke jeet ka aik aham hisa zaroor banay.. Ameen
