
14-08-2008, 06:21 PM
|
| ๒αภภєd | |
Join Date: Aug 2007 Location: DUN!YA MAY NAH! HUM D!LON MAY REHTAY HA!N
Posts: 10,083
Country: Thanks: 1
Thanked 24 Times in 24 Posts
Rep Power: 11 | |
Ab ke Tajdeed-e-wafa Ab ke Tajdeed-e-wafa ka nahi amkaan jana yaad kya tujh ko delaien tera peymaan jana Yonhi mausam ki ada dekh ke yaad aya kis qadar jald badal jate hein insaan jana Zindagi teri atta thi,so tere naam ki hai hum ne jesse bhi basar ki teraehsaan jana Mudatoon se yehi alam na tuwaqah na umeed dil pukare hi chala jata hai jana, jana Hum bhi kya sada thay hum ne bhi samajh rakha tha gham-e-dauraan se juda hai gham-e-jana, jana Abh tera zikar bhi shayad ghazal mein aaye aue se aur huwe dard ke unwaan jana. |