bahut diNoN ki baat hai
fizaa ko yaad bhi nahiN
ye baat aaj kee nahiN
bahut dinoN kee baat hai
shabaab par bahaar thee
fizaa bhi khush-gawaar thee
naa jaane kyoon machal pada
maiN apne ghar se chal pada
kisi ne muJhko rok'kar
badi adaa se Tok'kar
kaha tha lauT aae'iye
meri kasam naa jaai'eye
par muJhe khaBar na thee
maahOl par nazar na thee
naa jaane kyoon machal pada
maiN apne ghar se chal pada
maiN shehaR se phir aa gaya
khayal thaa ke paa gaya
us'e jo muJhse door thee
magar meri zaroor thee
aur ik hasiN shaaM ko
maiN chal paDa salaam ko
gali ka rang dekh'kar
nayee tarang dekh'kar
muJhe badi khushi huyee
maiN kuch isi khushee meiN tha
kisi ne Jhaank'kar kaha
paraaye ghar se jaai'iye
meri kasma na aai'iye
wahi haseeN shaam hai
bahaar jiska naam hai
chala hooN ghar ko choDkar
na jaane jaaoonga kidhar
koi nahiN jo Tok'kar
koi nahiN jo Rok'kar
kahe ke laut aai'iye
meri kasam na jaai'iye
meri kasam naa jaai'iye ......
__________________ Thukr@ k Usne k@h@ k muskuraO
may hans dia aakhir sawal uski khushi ka tha
may ne khOy@ wo jo mer@ tha hi nahi
us ne khoy@ wo jo sirf usi ka tha........
baat nikalegee to phir duur talak jaayegee
log bewajaH udaasee kaa sabab poochhenge
ye bhee poochhenge ke tum itnee pareshaaN kyooN ho
oongliyaaN uTheNgee sookhe huye baaloN kee taraf
ek nazar dekheNge guzre huye saaloN kee taraf
*****iyoN par bhee kaI taNz kiye jaayeNge
kaaNpate haathoN pe bhee fikRe kase jaayeNge
log zaalim haiN har ek baat kaa taanaa deNge
baatoN baatoN meiN meraa zikR bhee le aayenge
unakee baatoN kaa zaraa saa bhee asar mat lenaa
waRnaa chehre ke taasur se samaJh jaayeNge
chaahe kuchh bhI ho sawaalaat naa karnaa unse
mere baare meiN koI baat na karnaa unse
baat nikalegii to phir door talak jaayegee
__________________ Thukr@ k Usne k@h@ k muskuraO
may hans dia aakhir sawal uski khushi ka tha
may ne khOy@ wo jo mer@ tha hi nahi
us ne khoy@ wo jo sirf usi ka tha........
Rider ... such such bata do .. inna acha zauq kahan say paya ??? you have an awesome collection of poetry ... Abi jo aap nay post beji hay mein nay sub ghazlein aur nazmein parhi hein .. and every one is wonderful.... sachi i am very happy that you are here... i am fond of poetry .. and you are helping me to read good poetry .. thank you so much ....
or yeh b acha laga k finally u ney apna collection thread bana hi lia.......

Ham ko shair na kaho meer k hamnay...........
Dard-o-gham kiya kitnay jama tu THREAD bana
collection pasand karnay ka shukriya
__________________ Thukr@ k Usne k@h@ k muskuraO
may hans dia aakhir sawal uski khushi ka tha
may ne khOy@ wo jo mer@ tha hi nahi
us ne khoy@ wo jo sirf usi ka tha........
MUJH SY PEHLI SE MOHABAT MARAY MEHBOOB NA MAANG...
Manay samjha tha k tu hai tu darakhsha'n hai hayat
Tera gham hai tu gham-e-dahar ka jhagra kia hai
Teri surat sy hai aalam may baharon ko sabat
Teri aankhon k sewa dunya may rakha kia hai
Tu jo mil jaye tu taqdeer nigo'n hojaye
Yun na tha manay faqat chaha tha k yun hojaye
MUJH SY PEHLI SE MOHABAT MARAY MEHBOOB NA MAANG...
Ingenat sadiyon k tareek bahimana talasum
Rasham-o-atlam-o-kam khuwab may silwaye huway
Ja baja bikhray huway kocha-o-bazar may jism
Lot jati hai udhar ko bhee nazar kia kijeye
Ab hee dil kash hai tera husn magar kia kijeye
Or bhee dukh hain zamanay may mohabat ka siwa
Rahatain or bhee hain ek visl ki rahat ka siwa
MUJH SY PEHLI SE MOHABAT MARAY MEHBOOB NA MAANG
__________________ Thukr@ k Usne k@h@ k muskuraO
may hans dia aakhir sawal uski khushi ka tha
may ne khOy@ wo jo mer@ tha hi nahi
us ne khoy@ wo jo sirf usi ka tha........
Ana ki qaid se nikle muqabla to kare
woh mera saath nibhane ka hosla to kare
kabhi na tootnay wala hisaar ban jaon
woh meri zaat main rehnay ka faisla to kare
Ana ki qaid se nikle muqabla to kare
woh mera saath nibhane ka hosla to kare
kabhi na tootnay wala hisaar ban jaon
woh meri zaat main rehnay ka faisla to kare
May teray sang kesy chalon sajna....
Tu samandar hai may sahilon ki hawa :
__________________ Thukr@ k Usne k@h@ k muskuraO
may hans dia aakhir sawal uski khushi ka tha
may ne khOy@ wo jo mer@ tha hi nahi
us ne khoy@ wo jo sirf usi ka tha........