| Register | Members | Radio & TV | Games | Quran | Calendar | Search |
| Love & Romance Post your romantic poetry here... and share with others... |
![]() |
| LinkBack | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| ||||
| Mohabbat Ka Safar ------------------------- Mohabbat Kay Is Pehlay Sunairay Safar Main Meri Yeh Dua Hai Keh Tumhay Khushyoon Kay Hazaroo Jazeeray Milay Or Mujhay Tumhari Mohabbat
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| Zindagi Hai Kaha ------------------------- Qfas -e- Hijar Main Saansoo Ka Amal Jari Tu Hai Mager Zindagi Hai Kaha Dhoondh Raha Hoon
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| Kabhi Tu Yoon Bhi Ho !!!! --------------------------------- Kabhi Yoon bhi Tu Ho Darya Ka Sahil Ho Puray Chaand Ke Raat Ho Or Tum Aao Kabhi Yoon Bhi Tu Ho Paryoon Ke Mehfil Ho Or Tumhari Baat Ho Or Tum Aao Kabhi Yoon Bhi Tu Ho Soni Har Mazil Ho Koee Na Meray Sath Ho Or Tum Aao Kabhi Yoon Bhi Tu Ho Badal Toot Kar Esa Barsay Meray Dil Ke Tarah Milnay Ko Tumhara Dil Bhi Tarsay Tum Niklo Ghar Say Kabhi Yoon Bhi Tu Ho Tanhaii Ho, Dil Ho Bonday Ho, Barsaat Ho Or Tum Aao Kabhi Tu Yoon Bhi Ho !!!!
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| Tohfa ------------- Main Nay Socha Keh Tumhay Is Moqay Per Koee Tohfa Bhejoo Per Meray Paas Tu Hurfoo Kay Siwa Kuch Bhi Nahi
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| Chup Jati Hain Aaina Dekha Kar Teri Yadain ------------------------------------------ Chup Jati Hain Aaina Dekha Kar Teri Yadain Sonay Nahi Deti Shab Bhar Teri Yadain Tu Jesay Meray Paas Hai Or Maho Sukhan Hai Mehfil See Jama Deti Hain Akser Teri Yadain Main Kyun Na Phiroo, Tapti Dhoop Main Harasaa Pherti Hain Tasawar Main Khulay Sar Teri Yadain Jab Taiz Hawa Chalti Hai Basti Main Sar -e- Shaam Atraaf Say Barsati Hain Pather Teri Yadain ![]()
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| Pather Bana Diya Mujhay Ronay Nahi Diya ----------------------------------------- Pather Bana Diya Mujhay Ronay Nahi Diya Daman Bhi Teray Gham Main Bhegonay Nahi Diya Tanhaiyaa Tumhara Pata Puchti Rahi Shab Bhar Tumhari Yaad Nay Sonay Nahi Diya Dil Ko Tumhari Yaad Kay Aansoo Aziz Thay Dunya Ka Koee Dard Samonay Nahi Diya Nasir Yoon Us Ke Yaad Chali Haath Thaam Kay Melay Main Is Jaha Kay Khonay Nahi Diya [ Nasir Kazmi ] ![]()
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| Tum Keh Dena Koee Khaas Nahi -------------------------------- Koee Tum Say Puchay Koun Hoon Main Tum Keh Dena Koee Khaas Nahi Ak Dost Hai Kacha Pakka Sa Ak Jhoot Hai Acha Sacha Sa Jazbaat Ko Dhanpay Ak Parda Bas Ak Bahana Acha Hai Jeewan Ka Esa Sathi Hai Jo Dorr Ho Kar Paas Nahi Koee Tum Say Puchay Koun Hoon Main Tum Keh Dena Koee Khaas Nahi
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~ Apane haatho.n se yuu.N chehare ko chhupaate kyo.n ho mujh se sharmaate ho to saamane aate kyo.n ho tum kabhii merii tarah kar bhii lo iqaraar-e-vafaa pyaar karate ho to phir pyaar chhupaate kyo.n ho ashk aa.Nkho.n me.n merii dekh ke rote kyo.n ho dil bhar aataa hai to phir dil ko dukhaate kyo.n ho in se vaabastaa hai jab meraa muqaddar phir tum mere shaano.n se ye zulf haTaate kyo.n ho roz mar mar ke mujhe jiine ko kahate kyo.n ho milane aate ho to phir lauT ke jaate kyo.n ho ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~ Baat chalii terii aa.Nkho.n se jaa pahu.Nchii paimaane tak khii.nch rahii hai terii ulfat aaj mujhe maiKhaane tak ishq kii baate.n Gam kii baate.n duniyaa vaale karate hai.n kis ne shammaa kaa dukh dekhaa kaun gayaa paravaane tak ishq nahii.n hai tum ko mujh se sirf bahaane karatii ho yuu.N hii bahaane qaayam rakhanaa tum mere mar jaane tak itanaa hii kahanaa hai tum se mumkin ho to aa jaanaa aa hii gaye to rukanaa hogaa aa.Nkho.n ke patharaane tak ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~ is soch me.n baiThaa huu.N kyaa Gam use pahu.Nchaa hai bikharii hu_ii zulfe.n hai.n utaraa huaa cheharaa hai jis phuul ko titalii ne chuumaa merii jaanib se zaalim ne us kalii ko masalaa nahii.n rau.ndaa hai halaa.N ki pukaaraa thaa tum hii ne mujhe lekin mahasuus huaa jaise koyal ne pukaaraa hai mu.D kar bhii nahii.n dekhaa jho.nko.n kii tarah us ne vo mere baraabar se ha.Nsataa huaa guzaraa hai ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~ duniyaa kisii ke pyaar me.n jannat se kam nahii.n ik dil_rubaa hai dil me.n jo huuro.n se kam nahii.n tum baad_shaah-e-husn ho husn-e-jahaan ho jaan-e-vafaa ho aur muhabbat kii shaan ho jalve tumhaare husn ke taaro.n se kam nahii.n bhuule se muskuraao to motii baras pa.De palke uThaa ke dekho to kaliyaa.N bhii ha.Ns pa.De Khushbuu tumhaarii zulf kii phuulo.n se kam nahii.n ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~ dard jab terii ataa hai to gilaa kis se kare.n hijr jab tuune diyaa hai to gilaa kis se kare.n aqs bikharaa hai teraa TuuT ke aa_iine me.n ho gayii nam nazar aqs liyaa kis se kare.n mai.n safar me.n huu.N mere saath judaa_ii terii ham-safar Gam hai to phir teraa pataa kis se kare.n khil uThe gul yaa khile dast-e-hinaa_ii tere har taraf tuu hai to phir teraa pataa kis se kare.n tere lab, terii nigaahe.n tere aariz terii zulf itane zi.ndaa.N hai.n to is dil ko rihaa kis ke kare.n ~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~~*~
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| dekhaa to meraa saayaa bhii mujh se judaa milaa sochaa to har kisii se meraa sil_silaa milaa shahar-e-vafaa me.n ab kise ahal-e-vafaa kahe.n ham se gale milaa to vo hii bevafaa milaa fursat kise thii jo merii haalaat puuchhataa har shaKhs apane baare me.n kuchh sochataa milaa us ne to Khair apano.n se mo.Daa thaa muu.Nh haaye mai.n ne ye kyaa kiyaa ke mai.n Gairo.n se jaa milaa
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Hadd-e-nazar tak na koi manzil na koi muqaam, raasta humee ne ikthiyaar kiya tha, ab gila karen bhi tho kisse karen? Woh mera ho na saka kehte hazaar laila-majnu dekhe, jo mera hokar bhi apna na hua, is dard ko dil mein kaise chupaayen? na kabhi maatha teka na kabhi sajda kiya, duaein tho hazaron karni hain, khuda ke saamne haath kaise uthaayen? sar-e-raah-e-zindagi par baithe hain thak-haar kar, jaana tho abhi badi door hain, jaan is murda jism mein kahaan se laayen? kuch tamannaon ka koi thikaana nahi hotha, jo bayaan hi na ho saka, us afsaane ka anjaam kahaan dhoonden?
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Usey Apni Farda Ki Fikar Thi, Woh Jo Mera Waqif-e-hal Tha, Woh Jo Us Ki Subh-e Urooj Thi, Woh Hi Mera Waqt-e-zawal Tha. Kahan Jao Gay Mujhay Chor Kay, Ye Mein Pooch Pooch Kay Thak Gaya, Woh Jawab Na Mujh ko Dey Saka, Woh To Khud Sarapa Sawal Tha. Meri Baat Kaisay Woh Manta, Meray Dard Ko Woh Kaisay Janta, Woh To Khud Fana Kay Safar Mein Tha, Usey Rokna Bhi Mahal Tha. Woh Jo Us Kay Samnay Aa Gaya, Woh Hi Roshni Mein Naha Gaya, Ajab Us Ki Hayat-e-ishq Thi, Aajab Us Ka Rang-e- Jamal Tha. Damay Wapsi Aray Kia Howa, Na Woh Roshni Na Woh Tazgi, Woh Sitara Kaisay Bikhar Gaya, Woh To Aap Apni Misal Tha. Woh Mila To Sadyoon Kay Baad Bhi, Meray Lub Pay Koi Gila Na Tha, Usay Meri Chup Nay Rula Diya, Jisay Guftago Mein Kamal Tha. Meray Saath Lag Kay Woh Ro Diya, Mujhay Bus woh Itna Hi Keh Saka, Jisay Janta Tha Mein Zindagi, Woh Mehaz Wahm-o-khiyal Tha
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| kabhi khamosh betho gay,kabhi kuch gun gunow gay main itna yaad awoga mujhy jitna bhulow gay koi jab poch bethy ga khamoshi ka sabab tumsay bahut samjhana chaho gay magar samjha na powgay kabhi duniya mukamal ban k ayegi nighahon main kabhi meri kami duniya ki her sheh main powgay kahin per bhi rahain hum or tum mohabbat phir mohabbat hay tumhain hum yaad ayain gay hamain tum yaad awogay
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| sakoot-e-jaan ka matlub batado phir chalay jana ya phir sargoshian dil ki suna do phir chalay jana jo mera or tumhara waqt guzra hansnay ronay may usey poori terha say tum bhulado phir chalay jana ye saray pair podey tum bin ik rut jagay hay tum aakay ik baar inko sulado phir chalay jana kisi ko chahney ka aur kisi sey chahey janey ka jo hay ahsaas tum usko bhulado phir chalay jana bus ik hansi say apnay ashkon ko chupanay ka jo fun aata hay tum ko, wo shikhado phir chalay jana wo jo ik lafz-e-ulfat hay,juda hay apnay maanay say bus in alfaz-o-mannay ko mitado phir chalay jana jo kahtey kahtey ruk gaye, un sari batoon ki sama`at ko talab hay wo suna do phir chalay jana na janay kyon hay lakin dekhnay ki tum ko aadat hay meri ye be-waja aadat chura do phir chalay jana merey in roz-o-shub ka ik fakat unwan bus tum ho mujhay tum doosra unwan lado phir chalay jana
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Quote:
Ws Salam Afsana Thanks.... Ghazal tu waqaii Selected hai lakin maza tab aata hai jab Pasand aa jaye .... Thanks Again .... Inshallah Sharing hoti rahay ge .... ![]() ![]()
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| Haqeeqat -e- Husan ---------------------- Khuda Say Husan Nay Ak Roz Yeh Sawal Kiya Jaha Main Kyun Na Mujhay Tu Nay La-zawaal Kiya Mila Jawab Keh Tasweer -e- Khana Hai Dunya Shab -e- Daraaz Adam Ka Fasana Hai Dunya Hoti Hai Rang -e- Tagaur Say Jab Namood Jis Ke Wahi Husan Hai, Haqeeqat La-zawaal Hai Jis Ke Kahi Qareeb Tha, Yeh Guftagoo Qmar Nay Suni Falak Pay Aam Hoee, Akher -e- Sehar Nay Suni Sehar Nay Saatay Say Sun Kar Sunai Shabnam Ko Falak Ke Baat Bata De Zameen Kay Mohram Ko Bhar Aye Phool Kay Aansoo Pyaam -e- Shabnam Say Kali Ka Nanna Sa Dil Khoon Ho Giya Ghum Say Chaman Say Rota Howa Mousam -e- Bahaar Giya Shabaab Sair Ko Aaya Tha Sogwar Giya ! ![]()