| Register | Members | Radio & TV | Games | Quran | Calendar | Search |
| Bait Bazi Below you will find a list of discussions in the Bait Bazi forums at the Urdu Poetry/Shayari Forum. Read the urdu poetry, shairs and qitaat by starting alphabets, this will help in Bait bazi. is section maiN aap her harf-i-tahajji se shuru honay walay ashaar ka huge collection parh saktay heiN... iss ke ilawa muqabla-e-bait bazi maiN HG members ki taraf say share karda khubsoorat ashar-o-qitat parh saktay haiN...iske ilawa mukhtlif alfaz par mushtamil ashaar ki behtareen collection bhi is section maiN mojood hai. unmatched huge collection of poetry by alphabets/poetry by topic/poetry by words. |
![]() |
| LinkBack | Thread Tools | Rate Thread | Display Modes |
| ||||
| As salam o Alaikum All Friendsssssssss. ![]() ********************************** O Janay walay Zara Mur Kay Tu Dekho Shayed Yeh Zindagi Na Rahay Teray Janay Kay Baad ********************************** Kese Ke YaaD* Kese Ke YaaD*
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| Quote:
As salam o Alaikum All Friendsssssssss. ![]() ********************************** Yeh Ahtaraam -e- Tamanna Yeh Ahtiyaat -e- Janoon Teri Baat Karoon Tera Naam Na Loon ********************************** Kese Ke YaaD* Kese Ke YaaD* <a href="http://tinypic.com" target="_blank"><img src="http://i10.tinypic.com/2rwszs9.jpg" border="0" alt="Image and video hosting by TinyPic"></a>
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo Last edited by Im_Sha; 28-03-2007 at 02:53 PM. |
| ||||
| Na thi door manzil-e-aarzoo dil-e-khush gumaan ka Qusoor kia Sar-e-raah aisa Ghubaar tha humein raasta hi na mil saka...!!
__________________ R@bisH@ ********************************************* Rah-e-HaQ may hum-nasheen Posheeda hai Raaz-e-Hayat Kiyun tayri Nazroon se ...Ye Ojhal Rahi ....Aasan Baat....... Hai Musalmano Ki Khatir... Deen ik.... Ramze-Hayat........... Pa gaya gar Deen-e-BarHaQ.... Pa gaya Raaze-Hayat........ ********************************************** |
| ||||
| APNI ZID PER MAIN KHUD HERAN HO KU MANGE DIL YEH ADHORA CHAND SAPNE HE DEKHNE DO BUS KAB HOGA MERA APNA YEH ADHORA CHNAD DIL NE DHADKANA SEKHA TAB SE JAB SE MAINE DEKHA YEH ADHORA CHAND KAHA KAHA BHATAKTA HAI YEH JANE KAB HOGA MERA YEH ADHORA CHAND
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Door Reh Kar Bhi Tumhen Tum Se Zeada Chaha Bari Shiddat Se Yaad Aay Tum Jab B Tumhen Bhoulne Ka Irada Chaha .... JazBaat Ko Lafzo Se Saja Kyu Nahi Deti Tofaan Ju Dil Me Hai Baha Kyu Nahi Deti Khamosh Raho Ge Tu Galat Faimy Barhay Ge Wo Baat Jo Dil Me Hai Bata Kyu Nahi Deti |
| ||||
| Quote:
is tarhaaN bethay haiN hum jaise kahiN jana nahiN
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| |||
| APNI ZID PER MAIN KHUD HERAN HO KU MANGE DIL YEH ADHORA CHAND SAPNE HE DEKHNE DO BUS KAB HOGA MERA APNA YEH ADHORA CHNAD DIL NE DHADKANA SEKHA TAB SE JAB SE MAINE DEKHA YEH ADHORA CHAND KAHA KAHA BHATAKTA HAI YEH JANE KAB HOGA MERA YEH ADHORA CHAND nice............. ..............yah chand bhi ajeeb sitam dhata hay . . . . . . . . . . . . .. . . . . . . . .. . . . . . .. . . . . . . . . . .zara ghor farma-e-ya ga . . . . .. . . . . . . . . . . . . . yah chand bhi ajeeb sitam dhata hay bachpan may Mamoo or jawani may sanam nazar aata hay hahhahahahahhahhah
__________________ Aey Meray ALLAH Mein Tuj Se Mangta Houn "Kamil Eemaan" Aur "Sacha Yaqeen" Aur "K hushada Rizq" Aur "Ajjzi Karny Wala Dil" Aur "Tera Zikr Karny Wali Zaban" Aur "Halal Pak Rozi" Aur "Sachay Dil Ki Tauba" Aur "Maut Se Peh lay Ki Tauba" Aur "Maut K Waqt Ka Arram" Aur "Marnay K Baad Maghfarat O Rehmat" Aur "Hisaab K Waqt Maafi" |
| ||||
| har zindgi meiN aksar rahtaa hai malaal kayaa khoiaa kayaa payaa uThte kayee sawaal hai vaadiyae.tamanna ik khwaab ki tameer bunaa ho hasratoN ne jaise sunehri jaal dosti ka toofaN kabhi aashiki ka daur josho.janooN meiN piskar haqiqat hui halaal saTh rahkar bhi log hote haiN kitne door rishte nasib ke khooN kahiN safed kahiN laal `Ashk' `Ashk' na kar kahaa darvesh ne mujhe khudi ko chhoR de tu kar khudaai bahaal
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga Meri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya Hoga Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Hogi Uss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga Socha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar Mujhay Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Hoga Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jaana Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga Poocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka Sabbab Tunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Yaad karte hain jab woh din hum aaj bhi hain kitne tanha tere bin hum aaj bhi kaisi doori huee hai jaana kya bataaon main guzre lamho main thay jo sapne kabhi toote sitaare ki tarha gire hain woh aaj bhi aisi hawa chali thi, dekho chalti hai wo aaj bhi leke jaati hai kis taraf humne jaana na aaj bhi aag kaisi jali thi jo jalti gayee kaisa toofan tha jo ruka na kabhi meri khushion ne rukh badla aaj bhi tum thay anjaan ho bekhabar aaj bhi hum thay maherbaan tumpe hain fida aaj bhi baat kehdi thi lekin rahi ankahee milay to sunayenge fasaane kabhi na kabhi mil jaye do ghari fursat k, maangte hain dua aaj bhi pal do pal, badalti hai apna rasta kismat aaj bhi aazmaati hai, leti hai imtihaan aaj bhi ibtida hansi se huee, intihaa main sabar likha humne to har mushkil lamhe ko safar ka dost samjha kya hai chhupa us aakhri din main, uska hai intizaar aaj bhi
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa kaise mar-mar ke guzaarii hai tumhen kyaa maaluum raat bhar taaron bharii raat pe ronaa aayaa kitne betaab the rim jhim mein piiyenge lekin aa ii barsaat to barsaat pe ronaa aayaa kaun rotaa hai kisii aur ke Gham kii Khaatir sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa ye din to qayaamat kii tarah guzaraa hai jaane kyaa baat thii har baat pe ronaa aayaa
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Tum Door Sahi Muj Se Sapnoo Ma Tu A Jao Bechain Mere Dil Ko Pal Bar Behla Jao, Koi Lamha Nahi Kut Ta Tujay Sochay Bina Jana Yadon se Nikal Kar Kabhi Mere Saamanay A Jao, Bus Itni Se Khawahish Hai Nadaan Mere Dil Ki Phir A Key Chalay Jana Ek Baar Tu A Jao, Bachaini Si Dharkan Ma Na Aankhon Ma Neenden Hein Be Kaif Tabbiyat Ki Koi Waja Bata Jao.
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Bohot kuch badal jata hai Tere aane ke baad, Bohot kuch bichar jata hai Tere jaane ke baad, Wo samandar ki leherey, Wo rait ke mehal, Bohot kuch beh jata hai Saahil se takra jaane ke baad, Wo baarish ke moti, Wo taaro ki khuwahish, Bohot kuch bikhar jata hai Khuwaab toot jaane ke baad, Wo teri parchaiyon se takrana, Wo saayon ka lehrana Bohot kuch mit jata hai andhera chhaa jaane ke baad
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya Acha guzra huwa kuch waqt bohot yaad aaya. Meri aankho k her ik ashk pe ronay wala Aaj jab aankh yeh roee tu bohot yaad aaya. Jo mere dard ko seene main chupa laita tha aj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya. Jo meri aankh main kajal ki tara rehta tha aaj kajal jo lagaya tu bohot yaad aaya. Jo mere dil k tha qareeb faqat us ko hi aaj jab dil nay bulaya tu bohot yaad aaya. Mere jeevan ki her khushi main wohi tha bus. aaj jab yaad woh aaya tu bohot yaad aaya.
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| dair karta hoon her kam main katay hain dost mary.. kam aqali hay mari koi shaoori to nahi.
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Ik amarat kya bani, matti ka sondha ban geya ghar ka aangan dab geya, ik farsh ki tameer sey
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Yeh khamo0shi kahan tak lazat-e-faryad paaida kar Zameen per tou hou aur tera zikr hou asmanun main
__________________ R@bisH@ ********************************************* Rah-e-HaQ may hum-nasheen Posheeda hai Raaz-e-Hayat Kiyun tayri Nazroon se ...Ye Ojhal Rahi ....Aasan Baat....... Hai Musalmano Ki Khatir... Deen ik.... Ramze-Hayat........... Pa gaya gar Deen-e-BarHaQ.... Pa gaya Raaze-Hayat........ ********************************************** |
| ||||
| As salam o Alaikum All Friendsssssssss. ![]() ********************************** Na Janay Kyun Meri Aankhoon Main Aagay Aansoo Kese Nay Hath Barhaya Jo Dosti Kay Liyay ********************************** Kese Ke YaaD* Kese Ke YaaD*
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad* <<<<<<<<<<>>>>>>>>>> Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say OR Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad ShaZo |
| ||||
| Yaan saans ka laina bhi guzara jana hai jee say Ya mourk-e-ishq bhi, aik khail tha dil ko Woh aayen tou harran woh jayen tou pareshaan Ya Rab koi samjhyen,ye kia hogaya dil ko
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |