Wazir azam pakistan ki Aimiat Wazir Azam pakistan washington kay ley rawana hoaiy to england may bhi Qayam karna tha lekin hamaray PM sahib ko 18 minute tuk hawa main Jholna para kay air port par utarnay ki ijazat nahi mili
air port par istaqbal sirf pakistani safeer aur PM Sahib kay sahibzaday nay kia British Governement ka peon tak Mojood Nahi tha unhay reciev karnay kay leay.
aik din qayam kay bawajood kisi biritish officer ya hukmran nay mulaqat karna ghawara nahi kia
America may bhi Halaat Kuch achay nahi hain
Amercan hukam PM sahib par Zor day rahay hain kay Frontier Province main Operation karo
aur hamaray Sarbarhan ki halat yeh kay dozano howay jatay hain
mulk ki khudmukthari aur salmiat kay muqablay main america kay agenda ko tarjeeh day rahay hain
ALLAH hamay Khudar hukmran naseeb kary
Last edited by zakir shah; 30-07-2008 at 03:20 PM.
|