| Register | Members | Radio & TV | Games | Quran | Calendar | Search |
![]() |
| LinkBack | Thread Tools | Rate Thread | Display Modes |
| |||
| Competitions for the month of November AOA: Forum k new rule k mutabiq is bar poetry section k competition ka topic UZMA JAMAL ney suggest kia hey ... or is k leay atleast mein bth thankful hoon ![]() so janab. is bar ka topic hey "ANKHEIN" Aap ki asani k leay rules ik bar phir se aap k samney yeh rahey.......... RULES: * Poetry k poet ka nam maloom hey to us ka naam likh dein. * Competition main member sirf aik bar participate kar saktay Hian. * Agar batay gaya toppic ya word ap ki poetry main kahi darmiyan main use hua ho tou ap usay highlight kar dain. * Members POetry repeate nahi kar saktay. * Competition main participate karnay ki last date 20th NOV hai. pls pls pls post kertey hoay in rules ka zaroor dehan rakhein............ otherwise aap ko award nai miley ga.......... |
| Sponsored Links |
| |||
| lo ji mujhe tu bas yeh song yaad ayi ankhun ka sun k lolz yeh apni basantee k liyai jo gaata hoon hahaha ![]() ab isko competition mein shamil kar lena aapi yeh b poetry hi hai ![]() Last edited by Style Mantra; 01-11-2007 at 01:50 PM. |
| |||
| Chaand bhi dekha Phool bhi dekha Baadal bijli titli jugnu Koi nahin hai aisa Tera husn hai jaisa Tera husn hai jaisa Meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai Zameen pe chalta hua mahathab dekha hai Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Kiska chehra Kiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Neend bhi dekhi Khwaab bhi dekha Neend bhi dekhi Khwaab bhi dekha choori bindiya darpan khushboo Koi nahin hai aisa Tera pyaar hai jaisa Tera pyaar hai jaisa Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Kiska chehra Kiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Rang bhi dekha Roop bhi dekha Rang bhi dekha Roop bhi dekha Rasta manzil saahil mehfil Koi nahin hai aisa Tera saath hai jaisa Tera saath hai jaisa Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Kiska chehra Kiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Bahut khoobsuat hai aankhein tumhaari Bana dijiye inko kismat hamari Usay aur kya chaahiye zindagi mein Jise mil gayi mohabbat tumhari poet Nida Fazli |
| ||||
| AANKHON SE MERI IS LIYE LAALI NAHI JAATI YAADON SE KOI RAAT JO KHALI NAHI JAATI AB UMAR NA MAUSAM NA WO RASTAY K WOH PALTAY IS DIL KI MAGAR FAAM KHAYALI NAHI JAATI MAANGAY TO AGAR JAAN BHI THO HANS K TUJHE DAY DAIN TERI THO KOI BAAT BHI TAALI NAHI JAATI AAYE KOI AAKAR YEH TERE DARD SANBHAALE HUM SE THO YEH JAAGIR SANBHAALI NAHI JAATI MAALOOM HAMAIN BHI HAIN BOHAT SE TERE QISSE YEH BAAT TERI HUMSE UCHAALI NAHI JAATI HAMRAH TERE PHOOL KHILATI THI JO DIL MAIN AB SHAAM KOI DARD SE KHAALI NAHI JAATI HUM JAAN SE JAYENGE TABHI BAAT BANAY GI TUM SE THO KOI RAAH NIKHALI NAHI JAATI
__________________ ![]() ![]() ![]() Last edited by ~pari~; 02-11-2007 at 07:12 PM. |
| |||
| hey I thought u can post only 1 poetry in this competition hey aapi apne likha sirf aik baar participate kar saktay hain aik baar mein jitni marzi poems post kar saktay hain ya aik baar partcipate karnay ka matlab aik hi poem post kar saktay hain ??? Last edited by t3xPeRt; 02-11-2007 at 02:21 PM. |
| |||
| Quote:
|
| |||
| Quote:
![]() |
| |||
| ok aapi thnx... |
| |||
| |
| ||||
| I shall post my own poetry about ankhain soon, Nice competition |
| ||||
| Mere Khudaya ! meiN Zindagi kay Aazaab Likhoon K Khawab likhoon Yeh mera chehra Yeh meri Aankhain Bujhay huwe charaagh jaisay Jo phir say jalnay kay Muntizar hon Woh Chand Chehra, Sitaara Aankhain Woh Meharbaan Saaya-daar Zulfain Jinhon nay Paemaan kiye the mujhsay Rifaaqaton kay Muhabbatoun kay Kaha tha mujhsay keh Ae Mussafir Reh-e-wafa ke Jahan bhi jaae ga ham bhi aain gay saath teray Banain gay Raaton meiN chandani ham Tou Din meiN saae bakhaer dain gay Woh Chand Chehra, Sitaara Aankhain Woh Meharbaan Saaya-daar Zulfain Wuh apnay Paemaan Rifaaqton kay muhabbatoun kay Shikasst kar kay Najaane abb kis ki Reh-Guzar ka Minaar-e-Roshni hue hain Magar mussafir ko kya khabar hay Woh Chand Chehra tou bujh geyaa hay Sitaara Aankhain tou So gaii hain Woh Zulfain be-saaya ho gaii hain Woh Roshni aur woh Saae meri atta thay So Meri Raahon mein aaj bhi hain Keh mein Mussafir Reh-e-wafa ka Woh Chand Chehra, Sitaara Aankhain Wuh Meharbaan Saaya-daar Zulfain Hazaaron Chehron Hazaaron Aankhon Hazaaron Zulfon ka aik saelaab-e-tund lay kar Meray Taqub mein aa rahay hain Har aik Chehra hay Chand Chehra Hain saari Aankhain Sitaara Aankhain Tamaam hain Sayya-daar Zulfain Mein kis ko chahun mein kis ko daikhoon Mein kis kay saae mein baeth jaoun Bachoon keh Toofaan me Doob jaoun Keh Mera Chehra, na Meri Aankhain Mere Khudaya ! meiN Zindagi kay Aazaab Likhoon K Khawab likhoon
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| |||
| @ FM.... orite... but zara jaldi ker lena ![]() @ Afsana,..... bht zabar10.. is bar fir se u k award leney ka irada hey |
| |||
| @ FM.... orite... but zara jaldi ker lena ![]() @ Afsana,..... bht zabar10.. is bar fir se u k award leney ka irada hey |
| ||||
| inshallah.......... |
| ||||
| nice competetion...carry on friends |
| ||||
| Quote:
![]()
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| |||
| Tumhain Dil Say Bhulatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain, Dard Dil Main Jagatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain.. Tumharay baad Chahat K Sabhi Punchi Uray Janaan, Kahin Bhi Dil Lagatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain.. Teri Tasweer, Adhooray Khat Tu Jala Diyey Hum Nay, Ab Paani Pay Naqsh Banatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain.. Ghata Aawargi Main Jab Siyah Chola Pehanti Hai, Parinday Jab Satatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain.. K Jab Bhi Shaam Dhalti Hai Meri Qismat K Sab Taray, Falaq Par Jagmagatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain.. Sard Tareek Raaton Main Siyah Sawan Ki Barish Main, Dard Jab Muskuratay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain.. Sahil Ki Woh Mitti K Jis Pay Khoon Hathoon Say, Wafa Likh Kar Mitatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti hian.. ![]()
__________________ ~~~zzZZEEee~~~ |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | Rate This Thread |
|
|
| These are the 70 most used thread tags
Tag Cloud
|
| (r) acne scars anti virus bahar beauty tips bhala clean technology dosti ke sms dosti sms dosti sms in hindi dosti sms in urdu eid sms english eid sms forumpk free urdu poetry friendship iz friendship poetry funny eid sms funny islamic sms funny poetry funny ramadan sms funny sms funny urdu poetry gama green it greetings & quotes happy eid hindi poetry funny hindi ramadan sms islamic sms islamic sms collection islamic sms in urdu |