| Register | Members | Radio & TV | Games | Quran | Calendar | Search |
| Gupshup Forums Talk here about anything related to anything |
![]() |
| LinkBack | Thread Tools | Display Modes |
| ||||
| Afsana-e-shabo 2 salam mairay aziz sathio.....................................iss bar bohat afsurda hum main kash mairi muhabaton ki paikar ,shabo , hamaray darmian hoti ![]() magar khuda ko yeh manzor na tha, woh dunia chor gai, main rota hi reh gaya aaj shabo ki dosri barsi he, main ne bhi us ki yaad taza karnay k liay uss ki bachpan ki tasweer kamray main laga di he.......... woh alehda bat hai k us main shabo ki naak beh rahi hai, koi bat nahin agar naak beh rahi hai, hum ne kon sa sokhay naak k sath bachpan guzara he, umeed he aap ki naak bhi geeli hi rehti ho gi, bahar hal shabo ki tasweer hi se ab tamaam baatain karta hun, yaad aya aik bar shabo ne kaha tha k mairay bad kissi se shadi na karna, waqay hi hum ne bhi us se kiay hoay waday ko khoob nabhaya hai, isssi liay hum ne usss k bad kissi se bhi shadi nahin ki, bas aik nikah hi parhaaya he. ![]() shabo ki yaad main , main ne aaj agar batian bhi jalai hain, jin ki khushbo kamray main phaili hoi hai, oor usss main se kala dhuan bilkul isssi tarhan lagatar nikal raha he jis tarhan shabo ki yaaad main mairay aaansoo nikal rahay hai. aray kalay dhuayn se yaad aya shabo mujay payar se "kala dhuan" kaha karti thi ![]() kion k maira rang bohat kala tha, ab to shabo ki hi bachi kuchi face creams laga kar white ho gaya he. mujay kala dhuan kehnay k bawajood shabo kaha karti thi "maira kala a dildar gorayan non paran karo" to be continue..........................................
__________________ ![]() ʪ ʪ ʪ ʪ ǟ ʪ ʪ ʪ Ȫ Ț ǐ ʪ ʪ Ȫ ʪ ʪ Ȫ ǐ Ȫ ʪ ʪ ǟ Ȫ Ȫ ǐ ʪ ʪ farhan_mughal_fsd85@yahoo or hotmail.com farhan85mughal@gmail.com |
| Sponsored Links |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 Quote:
k aap ko pasand ayi yeh kahani, tasweer dikhaon ga chand din tak.
__________________ ![]() ʪ ʪ ʪ ʪ ǟ ʪ ʪ ʪ Ȫ Ț ǐ ʪ ʪ Ȫ ʪ ʪ Ȫ ǐ Ȫ ʪ ʪ ǟ Ȫ Ȫ ǐ ʪ ʪ farhan_mughal_fsd85@yahoo or hotmail.com farhan85mughal@gmail.com |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 aray mera bhai is back wid shabbo wah wah kewl....... |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 han mairay bhai shabo k sath to nahin , shabo ki yadoon k sath kaho..............
__________________ ![]() ʪ ʪ ʪ ʪ ǟ ʪ ʪ ʪ Ȫ Ț ǐ ʪ ʪ Ȫ ʪ ʪ Ȫ ǐ Ȫ ʪ ʪ ǟ Ȫ Ȫ ǐ ʪ ʪ farhan_mughal_fsd85@yahoo or hotmail.com farhan85mughal@gmail.com |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 Quote:
ooo g no need to say wellcum ![]() yup kahani bhot pasand aayi n mai wait kr rahi hu still tasweer kahan hai shabbo ki n agayyyyyyy kiya huaaaaaaaaaaaaaaaa?
__________________ ![]() visit my new thread"debate compitition"on gupshup corner ![]() |
| ||||
| he he he he shaboo... ha ha ha ha meri hansi hi control nhi horahi lolzz kya mazaak hai acha kahan hai pyari shaboo ki tasweer???? ha ha ha ha ha
__________________ ![]() Yeh dhoop Kinaray Shaam dhale Milte Hain Dono WaQt Jahan Jo Raat Na Din jo Aaj Naa Kal Pal Bhar Main AmaR Pal Bhar Main Dhuaan |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 lols... mera bhai kab tak yadon may rahay ga... ab us ko hasil kernay ki socho |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 ji ji jald hi picture dikhaon ga us ki, ooooar sath hi kahani ka agla baab bhi post karon ga
__________________ ![]() ʪ ʪ ʪ ʪ ǟ ʪ ʪ ʪ Ȫ Ț ǐ ʪ ʪ Ȫ ʪ ʪ Ȫ ǐ Ȫ ʪ ʪ ǟ Ȫ Ȫ ǐ ʪ ʪ farhan_mughal_fsd85@yahoo or hotmail.com farhan85mughal@gmail.com |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 Quote:
tasweer jald dikhaon ga,
__________________ ![]() ʪ ʪ ʪ ʪ ǟ ʪ ʪ ʪ Ȫ Ț ǐ ʪ ʪ Ȫ ʪ ʪ Ȫ ǐ Ȫ ʪ ʪ ǟ Ȫ Ȫ ǐ ʪ ʪ farhan_mughal_fsd85@yahoo or hotmail.com farhan85mughal@gmail.com |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 Quote:
usay panay ki baaat kartay ho dil jalanay ki baaat kartay ho
__________________ ![]() ʪ ʪ ʪ ʪ ǟ ʪ ʪ ʪ Ȫ Ț ǐ ʪ ʪ Ȫ ʪ ʪ Ȫ ǐ Ȫ ʪ ʪ ǟ Ȫ Ȫ ǐ ʪ ʪ farhan_mughal_fsd85@yahoo or hotmail.com farhan85mughal@gmail.com |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 yeh hain main ooar mairi shabo, apnay school k zamanay ki photo hai......... ![]() ![]() kahani ka baqia hissa paish-e-khidmat hai Eid pay b shabo mjay bohhat yaad aai ,,, khud ko main nay bohat tanha mehsos kia ![]() Eid pay main sabqa Eid ko yaad kar raha tha , jab shabo mairay pass thi, kaya hi woh achay din thay , us eid pay main nay shabo ko tohfay main jota kharid k dia tha, jawaab main uss nay mujay tuhfay main apnay aba jan ki purani jarabain bhaij din thin, khuda shabo ka bhala karay, jarabain pehan ka aisay lag raha tha jaisay main nay shuaib akhtar k shoes pehan liay hain ![]() phir Eid k din shabo gotay wala suit pehan k aai, aap to samajtay hon gay k gotay wala suit, larkian to achi tarhan samajti hon gi shabo nay do "guttain" ki huin thin, shabo bohat hasin lag rahi thi main nay shabo se kaha aaaj tum bohat payari lag rahi ho, usss nay kaha han to phir main kaya karon main nay kaha , batao main kaisa lag raha hun usss nay kaha, jao pehlay apni naaak saf kar k aaao ![]() main naaak saf kar k aya to shabo boli " aaaj aaap bhi bohat hasin lag rahay hain" phir hum nay mil k khana shana khaya , ooor pata hi nahin chala eid kitni jaldi guzar gai. lekin mujay yeh kab malom tha k agli eid pay shabo mairay sath nahin ho gi,,,,,,,,,, Allah tala shaboki roh ko jawar-e-rehmat main jaga de. amin ![]()
__________________ ![]() ʪ ʪ ʪ ʪ ǟ ʪ ʪ ʪ Ȫ Ț ǐ ʪ ʪ Ȫ ʪ ʪ Ȫ ǐ Ȫ ʪ ʪ ǟ Ȫ Ȫ ǐ ʪ ʪ farhan_mughal_fsd85@yahoo or hotmail.com farhan85mughal@gmail.com |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 awiee so sorrryyy |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 Very nice |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 thank you so much, pasand karnay ka shukria,, nawazash,
__________________ ![]() ʪ ʪ ʪ ʪ ǟ ʪ ʪ ʪ Ȫ Ț ǐ ʪ ʪ Ȫ ʪ ʪ Ȫ ǐ Ȫ ʪ ʪ ǟ Ȫ Ȫ ǐ ʪ ʪ farhan_mughal_fsd85@yahoo or hotmail.com farhan85mughal@gmail.com |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 is may shukriya ki kia baat janab... |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 wah g ...........shabbo photo mai to bhot achi lag rhi hai....apne parrot k saath but kahin dekhi dekhi bhi lag rahi hai..........
__________________ ![]() visit my new thread"debate compitition"on gupshup corner ![]() |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 w/salam...yaar bara kamal likha hia yeh u ne...mujhe bas itni dair se aj tak yeh nahi pata chala k yeh real story hai ya sirf aik afsana hai ?
__________________ ![]() |
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 Quote:
|
| ||||
| Re: Afsana-e-shabo 2 thanx aap ko shabo pasand aaai , diakhi daikhi lagti he, kion k shabo mashhoor hi bohhat hai
__________________ ![]() ʪ ʪ ʪ ʪ ǟ ʪ ʪ ʪ Ȫ Ț ǐ ʪ ʪ Ȫ ʪ ʪ Ȫ ǐ Ȫ ʪ ʪ ǟ Ȫ Ȫ ǐ ʪ ʪ farhan_mughal_fsd85@yahoo or hotmail.com farhan85mughal@gmail.com |
![]() |