| Register | Members | Radio & TV | Games | Quran | Calendar | Search |
| Gupshup Forums Talk here about anything related to anything |
![]() |
| LinkBack (1) | Thread Tools | Display Modes |
| |||||
| rafta rafta dhere Dhere Tum nay Churayaa Dil ko humko tau pata abhi na chalaaaaaa...... Kabhi Haan Kabhi naa hum karatyyyyyyyyy rahay .... dekhtay dekhtay yeh KYaa ho gyaa |
| |||||
| tere chehray se nazar hatty nahi KYaa hum karen.....hum tau Dewanay ho gai hain sanam kya HUm karen |
| ||||
| Wo Lamhay, Wo Raatein, Koi Na Janay. Ye Kaisee Baatein, Woooo Barsaatein, Wo Bheegi Bheegi Yaadein Wo Bheegi Bheegi Yaadein. Na Mai Janoo. Naa Tuu Janay Kaisa Hai Ye Alam. Koi Na Janay Phir Kyoun Hai Ye Tanhayee. Kaisee Hai Ye Ruswayee. Gumm Ho Gayay Kyoun??? Kho Gayay Hum. |
| ||||
| Tum Ghoom Chukay Basti Ban Mein Ik Aas Ki Phaans Liye Mann Mein Koi Saajan Ho Koi Pyaara Ho Koi Deepak Ho Koi Taara Ho Jab Jeevan Raat Andheri Ho Ik Baar Kaho Tum Meri Ho Ik Baar Kaho Tum Meri Ho.. |
| ||||
| Tumhare hain,kaho ek din Ke jo kuch bhi humare pass hai sub kuch tumhara haiiiiiiii Kaho ek din,kaho ek din Sitara si jinhain kehte ho wo aankhain tumhari hain Jinhain tum shakhsi kehte ho wo bahain tumhari hain Jinhain tum phool si kehte ho wo batain tumhari haaain Kaho ek din,Kaho ek din |
| ||||
| Ik Baar Kaho Tum Meri Ho Ik Baar Kaho Tum Meri Ho.. Jab Sawan Mein Baadal Chaye Ho'n Jab Chanda Roop Dikhata Ho Jab Sawan Mein Baadal Chaye Ho'n Jab Chanda Roop Dikhata Ho Jab Sooraj Dhoop Na Haata Ho Jab Sooraj Dhoop Na Haata Ho |
| ||||
| aakh jado de lari tere naal aakh jado de lari tere naal koi pochda we nahi o mera haal tey huqa pani band ho gaya tey huqa pani band ho gaya tey huqa pani band ho gaya tey huqa pani tereyan odeekan sanoo maar suteyaaa nakhray ta tere sanoo yaar luteyaa ho sajna tereyan vichoreyaa to ae dil bar bar toteyaa dil sada sohna enoo saamb na tu tor kerna hun milna saa to piyar yaar jo asaan umran gunwayaean ney ae soda pehle war khat-e-ya saday dil diyan peritan tere naal saday dil diyan peritan tere naal koi pochda we nahi o mera haal tey huqa pani band ho gaya tey huqa pani band ho gaya tey huqa pani band ho gaya tey huqa pani |
| ||||
| channo ki aankh mein ek nasha hai gaal pe uske til ka nishaan hai ispey phir uski hayya hai o dil le liya hai yeh dil boley dekhoon ussey tu dil jhoom jhoom jhoom jaye .. chuloon ussey tu boley hoo yeah .. hoo yeah .. nazarein milaiye .. duniya ghoom ghoom ghoom jaye chaal pe uski mai fidaa re .. haan re |
| ||||
| teri yaad ayi aye sawan ke din tujh se mile they they tum bhi pyaar bin teri yaad ayi aye sawan ke din pyar se au tera tera muskurana hus ke woh kehna mat bhool jana hum ne bhi yuhin yuhin kaha meri hi rehna sang sang chalna teri yaad ayi aye sawan ke din |
| ||||
| yeh zameen ruk jayay asman jhuk jayay tera chehra jab nazar ayay... hooo... tera chehra jab nazar ayay yeh zameen ruk jayay asman jhuk jayay tera chehra jab nazar ayay... hooo... tera chehra jab nazar ayay...hooo...hoooo... |
| ||||
| Ankon ko ankon ne jo sapna dekhya hai dekho kaheen toot jayee nah itney zamno mein jo laut ker aya hai phir kaheen rooth jayee na chere per tumharey pe jo rang hai bahar ka pichli bahroon mein na tha lehjey bol laga hai kuhmar sa kal tak batoon mein na tha kal tzk batoon mein na tha chere per tumharey pe jo rang hai bahar ka lehjey bol laga hai kuhmar sa kal tak batoon mein na tha |
| ||||
| dil ki baat mera saath kabhi tau do mera saath mera saath kabhi tau do naaaaaaaa mera saath mera koi pal lamha koi mera koi pal lamha koi tumharay khayal se juda raha nahin tumharay khayal se juda raha nahin kia hoa tumharay saath kaho naaa....kaho naaaa..kahoo naa |
| ||||
| Na Tu Aaegi Na Hi Chaen Aaega Na Tu Aaegi Na Hi Chaen Aaega Meray Aangan Ki Hari Bailon Ka Ab Patta Patta Sookhta Jaega Na Tu Aaegi Na Hi Chaen Aaega Na Tu Aaegi Na Hi Chaen Aaega Milnay Waalon Kay Sab Sawaalon Main Milnay Waalon Kay Sab Sawaalon Main Kal Bhi Tum Thi Aaj Bhi Tum Ho Kal Bhi Tum Thi Aaj Bhi Tum Ho In Sawaalon Main Jo Ishaaray Hain Dekhna Un Ka Bhed Khul Jaye Ga |
| ||||
| Sanama Sanama Sanama O Sanama O Sanama Sanama Sanama Ab Meri Tanhai Hai Aasaan O Sanama Sanama Sanama Ab Meri Tanhai Hai Aasaan Teri Tasveerain Teri Tehreerain Teri Tasveerain Teri Tehreerain Ghar Main Meray Phela Hua Hai Yehi Saamaa'n |
| ||||
| Hum Kyun Chalain Us Rah Par Jiss Rah Par Sub Hi Chalay Hum Kyun Chalain Us Rah Par Jiss Rah Par Sub Hi Chalay Kyun Na Chunain Woh Raasta Jis Par Nahin Koi Gaya Dil Udaas Nazrain Udaas Dilbar Nahin Gar Aas Paas Din Raat Aah Bharna Aur Beqaraar Rehna Yeh Khel Hi Bekaar Hai Kuch Bhi Nahin Angaar Hai Is Aag Main Jallain Kyun Pal Pal Jeyain Marain Kyun |
| ||||
| Aanchal Mein Saja Lena Kaliyan, Zulfon Mein Sitare Bharlena, Aise Hi Kabhi Jab Shaam Dhale, Tab Yaad Hamen Bhi Karlena, Aachal Mein Saja Lena Kaliyan.. Aaya Tha Yahan Begana Sa Chal Dunga Kahin Deewana Sa Deewane Ki Khatir Tum Koyi, Ilzaam Na Apne Sar Lena, Aise Hi Kabhi Jab Shaam Dhale, Tab Yaad Hamen Bhi Kar Lena, Aanchal Mein Saja Lena Kaliyan.. |
| ||||
| ye daulat bhii le lo, ye shoharat bhii le lo bhale chhiin lo mujhase merii javaanii magar mujhako lautaa do bachapan kaa saavan vo kaagaz kii kashtii, vo baarish kaa paanii muhalle kii sabase nishaanii puraanii vo budhiyaa jise bachche kahate the naanii vo naanii kii baaton mein pariyon kaa deraa vo chahare kii jhuriryon mein sadiyon kaa pheraa bhulaae nahiin bhuul sakataa hai koi vo chhotii sii raaten vo lambii kahaanii |
| ||||
| Hansta chehra gulaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye Tu meri hi kitaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye Choo ke tere haseen hothon ko Choo ke tere haseen hothon ko Sada paani sharaab ho jaye Sada paani sharaab ho jaye Tu meri hi kitaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye |
| ||||
| Kaun hai jisne mai nahin pee hai Kaun jhoothi kasam uthata hai Maikade se jo bach nikalta hai Teri aankhon mein doob jata hai Jab ghir ke aayee kali ghata, rindon ne kaha jee bhar ke pila Inkaar kiya jab saaki ne, paimane toot gaye, paimane toot gaye Jab ghir ke aayee kali ghata, rindon ne kaha jee bhar ke pila Inkaar kiya jab saaki ne, paimane toot gaye, paimane toot gaye |
| ||||
| Mohe aayi na jug se laaj Main itna zor se naachi aaj, ki ghungroo toot gaye Mohe aayi na jug se laaj Main itna zor se naachi aaj, ki ghungroo toot gaye Ki ghungroo toot gaye, ki ghungroo toot gaye, ki ghungroo toot gaye Kuch mujh pe naya joban bhi tha Kuch pyaar ka paagalpan bhi tha Ek palak meri teer bani Ek zulf meri zanzeer bani Liya dil saajan ka jeet Liya dil saajan ka jeet Vo chede payaliya ne geet Ki ghungroo toot gaye, ki ghungroo toot gaye, ki ghungroo toot gaye, ki ghungroo toot gaye |
![]() |
| Bookmarks |
LinkBacks (?)
LinkBack to this Thread: http://forum.kalpoint.com/gupshup-forums/35674-sing-song-according-2-ur-mood.html | ||||
| Posted By | For | Type | Date | |
| Forumpk.com Online Pakistani Discussion Forum | This thread | Refback | 27-05-2008 09:26 PM | |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 6 (0 members and 6 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
|
|