| Register | Members | Radio & TV | Games | Quran | Calendar | Search |
| Gupshup Forums Talk here about anything related to anything |
![]() |
| LinkBack (1) | Thread Tools | Display Modes |
| ||||
| Ek ajnabi dil ko chura ke le gaya |
| ||||
| Kitni Pee Kese Kati Raat Mujhy Hosh Naheen Raat K Sath Gayi Bat Mujhey Hosh Naheen
__________________ ........................................ KITNI PEE , KESY KATI RAAT , MUJHY HOSH NAHEEN ....... MY ACCESS IS MY SUCCESS......... ...................... RANA--HUMZA--HASIB |
| ||||
| Jab Kisi Ki Yaad Sataey ............ Sharab Pee Lena .. Sharab Pee Lena
__________________ ........................................ KITNI PEE , KESY KATI RAAT , MUJHY HOSH NAHEEN ....... MY ACCESS IS MY SUCCESS......... ...................... RANA--HUMZA--HASIB |
| |||
| dil day diya hay jaan tujay day gay dagha nahi keray gay sanummmmm rab di qasam oooo yara rab di qasamm |
| ||||
| na lara na laraa tu ankhiyan na laraaa ![]() ![]()
__________________ ![]() “Nothing is given to man on earth - struggle is built into the nature of life, and conflict is possible - the hero is the man who lets no obstacle prevent him from pursuing the values he has CHOSEN.” |
| ||||
| 1+1+1+1=4 dinoo ka pyaar Ooo rabba Lambi judai lambiiiiiiiii judaaaaai |
| ||||
| aur ahista kijiye baatain........... dharkanain koi......... sun raha hoga............ lafz girnay na paye honton say.............. waQt k hath inko chun laingay............... kaan rakhtay hain ye dar-o-deewar.................... raaz ki saari baat sun laingay........ aur ahista kijiye batain....
__________________ ![]() ye dasht-e-junoon ye pagalpan ye peecha kerti ruswai ye ranj-o-alam yeh hizn-o-malal ye nala-e-shab yeh soz-e-kamaal Dil main Kahin benaam chubhan aur had-e-nazar tak tanhai hum dasht-e-junoon k sodai |
| ||||
| Lambi JUdai Lambi JUdaiiiiiiiiii
__________________ ![]() |
| ||||
| yeh dolat bhi le lo..yeh shohrat bhi le lo...chahe cheen lo mujse meri jawani muje bas loutaaaaaaaaaaaa do wo bachpannnnn ka sawannnnnnnnnn
__________________ When the sun shines, we’ll shine together Told you I'll be here forever Said I'll always be a friend Took an oath I'ma stick it out till the end ![]() Now that it's raining more than ever Know that we'll still have each other You can stand under my umbrella You can stand under my umbrella |
| ||||
| Waqt ne kiya, kya haseen sitm tum rahe na tum, hum rahe na hum beqarar dil is tarha milay jaise kabhi hum juda na thay tum bhi kho gaye, hum bhi kho gaye aik raah par chal k do kadm Waqt ne kiya, kya haseen sitm ... jaaein ge kahan, soojhta nahi chal paray magr rasta nahi kya talash hai, kuch pata nahi bun rahe hain din, khwaab dam ba dam Waqt ne kiya. kya haseen sitm Tum rahe na tum, hum rahe na hum
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Seene main sulagte hain aarmaan aankhoon main udaasi chaii hai yeh aaj teri duniya se humain taqdeer kahan le aii hai kuch aankh main aanso baki hain jo mere ghum k saathi hain ab dil hai na dil k armaan hain bas main hoon, meri tanhaii hai Seene main sulagte hain armaan na tujh se gila koi hum ko na koi shikayat duniya se do chaar kadm jab manzil thi qismat ne thokar khaii hai Seene main sulagte hain armaan ik aisi aag lagi maan main jeene bhi na dain marne bhi na dain chup hoon to kaleja jalta hai boloon to teri ruswaii hai Seene main sulagte hain armaan
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Kissi nazar ko tera intazar aaj bhi hai Kahan ho tum ke ye dil bekaraar aaj bhi hai Vo vadyan Vo fazaen Ke hum mile the jahan Meri wafa ka vohi par mazaar aaj bhi hai Kissi naza ko tera intazar aaj bhi hai Vo pyar jisske lye humne chordi dunyan Waffa ki rah me ghayal vo pyar aaj bhi hai Kissi naza ko tera intazar aaj bhi hai Kissi nazar ko tera intazar aaj bhi hai Kahan ho tum ke ye dil bekaraar aaj bhi hai
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Yeh raat bheegi bheegi, yeh mast fizaayein Utha dheere dheere voh chaand pyaara pyaara Kyoon aag si lagaake gumsum hai chaandni Sone bhi nahin deta mausam ka yeh ishaara Ithlaati hawa, neelam sa gagan Kaliyon pe yeh behoshi ki nami Aise mein bhi kyoon bechain hai dil Jeevan mein na jaane kya hai kami Jo din ke ujaale ne na mila Dil dhoonde aise sapne ko Is raat ki jagmag mein doobi Main dhoond rahi hoon apne ko Yeh raat bheegi bheegi, yeh mast fizaayein Utha dheere dheere voh chaand pyaara pyaara Kyoon aag si lagaake gumsum hai chaandni Sone bhi nahin deta mausam ka yeh ishaara Aise mein kahin kya koi nahin Bhoole se jo humko yaad kare Ek halki si muskaan pe jo Sapnon ka jahan aabaad kare Yeh raat bheegi bheegi, yeh mast fizaayein Utha dheere dheere voh chaand pyaara pyaara Kyoon aag si lagaake gumsum hai chaandni Sone bhi nahin deta mausam ka yeh ishaara
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Humain aur jeenay ki chahat na hoti agar tum na hotay, agar tum na hotay tumhain kya bataoon k tum mere kya ho meri zindagi ka tumhi aasra ho main asha ki lariyaan na reh reh piroti agar tum na hotay, agar tum na hotay humain aur jeenay ki chahat na hoti agar tum na hotay, agar tum na hotay har ik ghum tumhara sahain ge khushi se karain ge na shikwa kabhi bhi kisi se jahan mujh pe hansta, khushi mujh pe roti agar tum na hotay, agar tum na hotay humain aur jeenay ki chahat na hoti agar tum na hotay, agar tum na hotay
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha Usi din se tujhay apna bana dalaaaaaaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi din se tujhay apna bana dalaaaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Woh jo dunya se darte hain aur honge nahi hoon main mout se bhi jo takraye yaad rakhna wohi hoon main Woh jo dunya se darte hain aur honge nahi hoon main mout se bhi jo takraye yaad rakhna wohi hoon main Yaad rakhna wohi hoon main abhi shayad mujhay tumne nahi jaana... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi din se tujhay apna bana dalaaaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Bohot bechain rehta hoon tumhare bin nahi sota mere jeevan main aane se tumhen kuch bhi nahi hota Bohot bechain rehta hoon tumhare bin nahi sota mere jeevan main aane se tumhen kuch bhi nahi hota Tumhen kuch bhi nahi hota tumhen lejayega aik din yeh deewana... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi din se tujhay apna bana dalaaaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa...
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| In aankhoon ki masti k mastane hazaroon hain in aankhoon se wabasta afsane hazaroon hain ik tum hi nahi tanha, ulfat mein meri ruswa is shehr main tum jaise, deewane hazaroon hain ik sirf humein mai ko aakhoon se piltay hain kehne ko to duniya mein, maikhane hazaroon hain is sham e firozaan ko aandhi se darate ho is sham e firozaan k, parwane hazaroon hain In aankhoon ki masti k mastane hazaroon hain in aankhoon se wabasta afsane hazaroon hain
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Is zamane main, is mohabbat ne kitne dil toray, kitne ghar lutay Janay kyun log mohabbat kiya karte hain dil badle, dard e dil liya karte hain tanhai milti hai, mehfil nahi milti rah e mohabbat main kabhi manzil nahi milti dil toot jata hai, nakaam hota hai ulfaat main logoon ka yehi anjaam hota hai koi kya janay, kyun yeh parwane kyun machalte hain, ghum main jalte hain aahain bhar bhar k deewane jiya karte hain Janay kyun log mohabbat kiya karte hain sawaan mein aakhoon ko kitna rulati hai furkat main jab dil ko kisi ki yaad ati hai yeh zindagi yunhi barbaad hoti hai har waqt hotoon pe koi faryaad hoti hai na dawaoon ka kaam chalta hai na duaoon se kaam chalta hai zehr yeh phir bhi sabhi kyun, piya karte hain Janay kyun log mohabbat kiya karte hain mehboob se har ghum mansoob hota hai din raat ulfat main tamasha khoob hota hai raatoon se lambay, yeh pyaar k kissay aashiq sunate hain wafa e yaar k kissay bemurawat hai, bewafa hain log us sitmgar ka, apne dilbar ka naam le le k duhai diya karte hain Janay kyun log mohabbat kiya karte hain
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
| ||||
| Jo hum ne dastaan apni sunaii, aap kyun roye tabahi to humare dil pe aii, aap kyun roye humara dard o ghum hai yeh, isay kyun aap sehte hain yeh kyun aansoo humare aap ki aankhoon se behte hain ghumoon ki aag hum ne khud lagaii, aap kyun roye Jo hum ne dastaan apni sunaii, aap kyun roye bohat roye magr ab aap ki khatir na roein ge na apna chain kho kar aap ka hum chain khoein ge qayamat aap k ashkoon se dhaii, aap kyun roye Jo hum ne dastaan apni sunaii, aap kyun roye na yeh aansoo rukhain, to dekhiye phir hum bhi ro dain ge hum apne aansoon main chand taroon ko dubo dain ge faana hojaye gi sari khudaii, aap kyun roye Jo hum ne dastaan apni sunaii, aap kyun roye
__________________ ![]() Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil... ...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ... ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ... believe in ALLAH n urself" |
![]() |
| Bookmarks |
LinkBacks (?)
LinkBack to this Thread: http://forum.kalpoint.com/gupshup-forums/35674-sing-song-according-2-ur-mood.html | ||||
| Posted By | For | Type | Date | |
| Forumpk.com Online Pakistani Discussion Forum | This thread | Refback | 27-05-2008 09:26 PM | |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 3 (1 members and 2 guests) | |
| PAnCHi |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
|
|