| General Poetry Share your general poetry here ... |
 |
Z a i n o's Collection |
 |

05-10-2007, 03:42 PM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
|
|
Z a i n o's Collection
Mukaddar k sitaron per,
Zamanon k ishaaron per,
Udaasi k kinaron per,
Kabhi veeran sheron mein,
Kabhi sunsaan raahon per,
Kabhi hairaan aankhon mein,
Kabhi beejan lamhon mein,
Tumhari yaad chupke se koi Sarghosi karti hai,
Ye palkein bheeg jati hain,
Main palkon ko jhukata hon,
bazahir muskurata hon,
Faqt itna hi kahta hon....
Mujhe kitna satatey ho..
Mujhe tum yaad aatay ho ....
__________________

--------------------------
Z a i n o
zainali_88@yahoo.com
Meet me at Orkut
|

05-10-2007, 03:43 PM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
|
|
Tum meray ho tumhara koi naam na le,
In bheegti aankhon ka koi jaam na le.
Kuch is liye bi maine tmhara haath na chora,
k tum gir gaye tu tmhein koi thaam na le.
__________________

--------------------------
Z a i n o
zainali_88@yahoo.com
Meet me at Orkut
|

05-10-2007, 04:06 PM
|
|
~¤~Mi§§ µNïv3R§e~¤~
|
|
Join Date: Feb 2006
Location: K@raCh! RoCk$
Posts: 15,226
Rep Power: 17
|
|
bth khoob zaino..........  keep posting 
|
 |
|
 |

05-10-2007, 11:25 PM
|
 |
¤~ká§hmî®Ï kµRï ¤~
|
|
Join Date: Mar 2006
Location: City of rain, and Tearz...Mäï äü® Më®ï Täñhäÿëë
Posts: 51,888
Rep Power: 44
|
|
Quote:
Originally Posted by Texpert Appii
bth khoob zaino..........  keep posting 
|
main bhi aa gai uzzi....
Aankhon sy tootte hain sitaare to kya hua
Chalte nahi wo saath hamary to kya hua
Toofaan ke zad mein azm mery saath saath tha
Kashti ko mil saka na kinara to kya hua
Tanhaion ne mujh ko galay sy laga liya
Wo ban sakay na Dilse hamary to kya hua
Sau hausly hamary qadam choomty rahay
Kuch be sukoon raat guzare to kya hua
Manzil bhi, karwan bhi, musafir bhi khud raha
Saathi bany na Hamary chand sitaray to kya huwa....
Aankhein band kr k bhe,hum tera deedar karty hain,
Aye sanam, hum to sirf tum sy pyar karty hain.
Lakh chaah kr bhe main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasver aankhon sy hata nahi sakta.
Aakhri pal tak o bewafaa, tujhy yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basa kar chalta hoon...
__________________
Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil...
...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ...
ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ...
believe in ALLAH n urself"
|
 |
 |
|
 |

05-10-2007, 11:26 PM
|
 |
¤~ká§hmî®Ï kµRï ¤~
|
|
Join Date: Mar 2006
Location: City of rain, and Tearz...Mäï äü® Më®ï Täñhäÿëë
Posts: 51,888
Rep Power: 44
|
|
|
Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Saza mili hai hume muskurane ki
Hasraton pe rivaajo ka sakhta pehraa hai,
Na jaane kaun si ummeed pe jaake yeh dil thehraa hai,
Meri aankhonmein se chhalakte hue yeh ashk aur gam ki kasam;
Mera yeh pyaar.... Bahot gehraa hai...
Aansuo mein raat bhar rona para ,
Tery milan sy to haath dhona para ,
Tery milna tha khwaab mera ;
Khwaab laany k liye sona para...
Taarikh ke duniya mein kabhi aisa bhi dor aayi hai...
Lamhon ne khata ke hai, Sadiyon ne sazaa paayi hai...
Zindagi mein do he lamhe bari mushkil sy guzaary ,
Ek tery aane sy pehlay.... or ek tery jaany k baad...
__________________
Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil...
...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ...
ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ...
believe in ALLAH n urself"
|
 |

05-10-2007, 11:27 PM
|
 |
¤~ká§hmî®Ï kµRï ¤~
|
|
Join Date: Mar 2006
Location: City of rain, and Tearz...Mäï äü® Më®ï Täñhäÿëë
Posts: 51,888
Rep Power: 44
|
|
|
Be naam sa yh dour thehr keun nahi jata
Jo beet geya hai wo guzar keun nahi jata
Sab kuch to hai kya dhondhti hain nigahain
Kya baat hai main waqt py ghar keun nahi jata
Wo aik he chehra to nahi saray jahaan mein
Jo door hai wo dil sy utar keun nahi jata
Main apni he uljhi hue rahoon ka jamasha
Jatay hain jidhr sab main udhr keun nahi jata
Wo naam jo barson sy na chehra na badnn hai
Wo khuab agay hai to bikhar keun nahi jata....
__________________
Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil...
...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ...
ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ...
believe in ALLAH n urself"
|
 |
|
 |

05-10-2007, 11:29 PM
|
 |
¤~ká§hmî®Ï kµRï ¤~
|
|
Join Date: Mar 2006
Location: City of rain, and Tearz...Mäï äü® Më®ï Täñhäÿëë
Posts: 51,888
Rep Power: 44
|
|
|
kitnay din beet gaye hain dekho to sahi
kitnay chiragh bujh gaye hain dekho to sahi
mausam bahar ka phir tanha guzar gaya
khizaan ek bar phir agayee hai dekho to sahi
kitni chahat say likhta tha main naam tumhara
wo qalam hi tordia hai zara dekho to sahi
itni asaani sy to milti nahi nafrat bhe lakin
tumnay hasil shuda pyar thukradia dekho to sahi
anchal mai apnay chupayay thy moti bohat
ab k zabt tutnay sy saylab ravan hai dekho to sahi
ana rokti hai mujhay har bar jhuknay say magar
kitni bar tumnay jhukaya hai dekho to sahi
faqeer ban kar teray kuchay mai akar "S",
kitni aas say dekhta hoon tumhain dekho to sahi...

Ashk ankh main phir atak raha hai
kankar sa koi khatak raha hai
main is k khial sy gureezan
woh meri sada jhatak raha hai
tehreer usi ke hai ,magar dil
khat parhtay huay atak raha hai
hain phone pay kis kay sath batain
or zehan kahan bhatak raha hai
sadioon say safar main hai samundar
sahil pay thakan tapak raha hai
aik chand saleeb saakh -e-gul par
bali ki tarah latak raha hai!
__________________
Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil...
...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ...
ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ...
believe in ALLAH n urself"
|

06-10-2007, 01:26 AM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
|
|
Hamesha Dair Kar deta hon main.....
Zaroori Baat kahni ho,
Koi wada nibhana ho,
usay awaaz deni ho,
usay wapis bulana ho.
Hamesha dair kar deta hon main....
madad karni ho uski,
uski himmat bandhani ho,
bohat dairina raston pe,
kisi se milne jana ho.
Hamesha dair kar deta hon main...
badalte mausamon ki sair mein,
dil ko lagana ho,
kisi ki yaad rakhna ho,
kisi ko bhol jana ho.
Hamesha dair kar deta hon main....
kisi ko maut se pehlay,
kisi gam se bachana ho,
haqiqat aur thi,
usko ja ke ye batana ho.
Hamesha dair kar deta hon main.....
__________________

--------------------------
Z a i n o
zainali_88@yahoo.com
Meet me at Orkut
|

06-10-2007, 01:32 AM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
|
|
Jaana....!!!
ye tu tumhein pata hi hoga,
K janay walon ka afsos kar sakte hain....
Marnay walon pe ro sakte hain,
Magar unke lautney ka intezaar nahi karte.
Marnay wale kabhi wapis nahi aatay....
Unko awaaza nahi detay.
Un mein dil nahi dharakta,
Ehsas nahi hota..
Jazbaat nahi hotey...
Jo mar jayein wo lauta nahi karte..
Tum bhi mera rasta na takna,
Mera intezaar na karna...
Jo tumhari mohabbat k liye marta tha,
Usay tumhari mohabbat ne hi maar dala..
Aur Janaa...!!!
Marney wale kabhi lauta nahi karte.....
__________________

--------------------------
Z a i n o
zainali_88@yahoo.com
Meet me at Orkut
|

06-10-2007, 01:37 AM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
|
|
Dekh lo khuwaab magar khuwab ka charcha na kro...
Log jal jayein ge, Soraj ki tamanna na karo.
Waqt ka kia hai, kisi bhi pal badal sakta hai...
Ho sakey tu tum mujh pe bharosa na karo.
Kirchyan totay hue aks ki chubh jayein gi...
aur kuch roz abhi Ayina dekha na karo.
Ajnabi lagne lagne lagay, khud tumhein apna hi wujood,
Apney din raat ko itna tanha bhi na karo.
Khuwaab bacchon k khilonon ki tarhan hote hain,
Khuwaab dekha na karo, khuwaab dikhaya na karo.
Bekhayali mein kabhi ungliyaan jal jayein gi,
Raakh guzre hue lamhon ki kuraida na karo.
Moum k rishtey hain, garmi se pighal jayein ge,
Dhoop k sheher mein ye tamasha na karo....
__________________

--------------------------
Z a i n o
zainali_88@yahoo.com
Meet me at Orkut
|

06-10-2007, 01:42 AM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
|
|
Ta'lluq torta hon tu mukammal tor deta hon,
Jisey main chorta hon, mukammal chor deta hon...
Yaqeen rakhta nahi hon main kisi kaccheyy tal'luq pe,
Jo dhaaga totney wala ho, usay mein khud tor deta hon...
Mohabbat ho k nafrat ho, bhara rahta hon shiddat se,
jidhar se aya ye darya, udhar hi morr deta hon....
Meray dekhey hue khuwaab kahin murda na rah jayein,
Gharoondey rait k taamir kar k khud phorr deta hon....
Ajab bachpana hai abtak, wohi takhreebkari hai,
qafs ko torr deta hon, parindey chor deta hon......
__________________

--------------------------
Z a i n o
zainali_88@yahoo.com
Meet me at Orkut
|

06-10-2007, 01:43 AM
|
 |
Custom Title
|
|
Join Date: Jun 2006
Posts: 17,475
Rep Power: 19
|
|
Quote:
Originally Posted by Zaino
Tum meray ho tumhara koi naam na le,
In bheegti aankhon ka koi jaam na le.
Kuch is liye bi maine tmhara haath na chora,
k tum gir gaye tu tmhein koi thaam na le.
|
Bohat khhhhhhhhhob
|

06-10-2007, 01:44 AM
|
 |
Custom Title
|
|
Join Date: Jun 2006
Posts: 17,475
Rep Power: 19
|
|
Quote:
Originally Posted by Afsana
kitnay din beet gaye hain dekho to sahi
kitnay chiragh bujh gaye hain dekho to sahi
mausam bahar ka phir tanha guzar gaya
khizaan ek bar phir agayee hai dekho to sahi
kitni chahat say likhta tha main naam tumhara
wo qalam hi tordia hai zara dekho to sahi
itni asaani sy to milti nahi nafrat bhe lakin
tumnay hasil shuda pyar thukradia dekho to sahi
anchal mai apnay chupayay thy moti bohat
ab k zabt tutnay sy saylab ravan hai dekho to sahi
ana rokti hai mujhay har bar jhuknay say magar
kitni bar tumnay jhukaya hai dekho to sahi
faqeer ban kar teray kuchay mai akar "S",
kitni aas say dekhta hoon tumhain dekho to sahi...
|
bohat khhhhhhhob aFSI
|

06-10-2007, 02:13 AM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
|
Quote:
Originally Posted by Texpert Appii
bth khoob zaino..........  keep posting 
|
Bohat Shukriya.. 
__________________

--------------------------
Z a i n o
zainali_88@yahoo.com
Meet me at Orkut
|

07-10-2007, 12:33 AM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
|
Quote:
Originally Posted by Afsana
kitnay din beet gaye hain dekho to sahi
kitnay chiragh bujh gaye hain dekho to sahi
mausam bahar ka phir tanha guzar gaya
khizaan ek bar phir agayee hai dekho to sahi
kitni chahat say likhta tha main naam tumhara
wo qalam hi tordia hai zara dekho to sahi
itni asaani sy to milti nahi nafrat bhe lakin
tumnay hasil shuda pyar thukradia dekho to sahi
anchal mai apnay chupayay thy moti bohat
ab k zabt tutnay sy saylab ravan hai dekho to sahi
ana rokti hai mujhay har bar jhuknay say magar
kitni bar tumnay jhukaya hai dekho to sahi
faqeer ban kar teray kuchay mai akar "S",
kitni aas say dekhta hoon tumhain dekho to sahi...
|
V nice.... 
__________________

--------------------------
Z a i n o
zainali_88@yahoo.com
Meet me at Orkut
|

07-10-2007, 12:57 AM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
|
|
Usay apney faidey ki fikar thi,
Wo jo mera waaqif-e-haal tha.
Wo jo uski Subha-e-Urooj thi,
Wohi mera waqt-e-zawal tha.
Mera dard kaise wo janta,
Meri baat kaise wo manta.
Wo tu khud fana k safar mein tha,
Usay rokna bhi muhaal tha.
Kahan jao ge mujhey chor ke,
Main ye pooch pooch thak gaya.
Wo kuch jawab na de saka,
Wo tu khud sarapa-e-sawaal tha.
Wo mila tu sadiyon k baad bhi,
Meray lab pe koi gila na tha.
Usay meri chup ne ruladiya,
Jisay guftugu mein kamal tha.
__________________

--------------------------
Z a i n o
zainali_88@yahoo.com
Meet me at Orkut
|
 |
Saaf Kah do Na ...!!! |
 |

07-10-2007, 01:03 AM
|
 |
Senior & Important Member
|
|
Join Date: Jun 2007
Location: Karachi,Pakistan
Posts: 528
Rep Power: 3
|
| |