| A,prisoner Aata hai yaad mujhko Guzra howa zamana,Wo bagh ki Bahraian wosab ka Chehcehana*Azadian kahan hai wo ab apne gharo ki,Apni khushi ana apni khush si jana*Aati nahi sadaian us ki maray Kafas main,Hoti mery Rehai aa kash mery bus mian*Keya badnasib hu main ghar ko taars raha hu,Pyaaray tu hai watan main may Qaid may para hu*Is Qaid ka ALLAH faryaad kisi sunawoo,Dar hai yaahein Kafas main gham say na marjawoo*AZAD mujh ko kar dae aay Qaid karnay walay,Main bay zuban hu Qaidi tu chour kar DU'A lay***Risalat khan bangkok |