| Register | Members | Radio & TV | Games | Quran | Calendar | Search |
| Cool SmS Post interesting SMS here: Funny SMS Romantic SMS Friendship SMS |
![]() |
| LinkBack | Thread Tools | Rate Thread | Display Modes |
| ||||
| ajeeb rang ka mausam chala hai kuch din se nazar pe bojh hai aur dil khafa hai kuch din se wo aur tha jise tu jaanta tha barson se main aur hoon jise tu mil raha hai kuch din se ada hai, shokhi hai, jaadoo hai ya fareb koi na jane unki nigahon mein kya hai kuch din se azal se tera taaruf raha hai husn-o-jamal magar ye dil mein jo mehshar barpa hai kuch din se shahar ka shahar chala aata hai kashkol ba-dast suna hai deed ta dar waa hua hai kuch din se --------------------------------------------------------- khurram 0314-5310052 mkhurram2k7@yahoo.com ![]() ![]() Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 12:59 PM.. |
| Sponsored Links |
| ||||
| ~*~*~~*~*~*~**~~*~*~*~*~*~*~~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~* Kuch din pehle mohabbat ko sapna samjha hum ne Muhabbat hue mohabbat ko apna samjha hum ne Mohabbat main iskadar madhosh ho Gaye Is ki bewafai ko wafa samjha hum ne Zakham iskadar mohabbat ne diye Hum ne in zakhmo ko phool samjha Mohabbat ki chik o pukaar iskadar thi Ke ass pass ke logo ki roone ko asna samjha hum ne Mohabbat ki shidat main aankhen iskadar chandiya Gaye Har chamakti chiz ko sona samjha hum ne Dewaana iskadar mohabbat ne bannaya humko Ke apno ko begana samjha hum ne Mohabbat ki yaadein dil par kuch youn naksh kar Gaye Ke on ko bhulane ki koshish main Khod ko bhula diya hum ne ~*~*~~*~*~*~**~~*~*~*~*~*~*~~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~* khurram 0314-5310052 Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 12:50 PM.. |
| ||||
| kuch log sitam karney ko tayyar bethey hai &*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&**&*&* kuch log sitam karney ko tayyar bethey hai kuch log magar hum pe dil haar bethey hai Is kashmakash may hum se pehchaaney nahi jaatey kaha dushman hai aur kaha dost yaar bethey hai Ishq ko aag ka darya he samajh leejiyeh huzoor koi is paar betha hai tu, hum os paar bethey hai Kon kehta hai ke is sheher may saarey hain bewafa hamarey samney do chaar wafadaar bethey hai kal tuk jin ki hasrat thi hamay badnaam karney ki Aaj wahi log apne kiyeh per sharamsaar bethey hai duniya say rooth jaaney ki khuwaahish hai hamari kya karo is khuwaahish pe pehrey daar bethey hai &*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&*&**&*&* khurram mkhurram2k7@yahoo.com 0314-5310052 0333-5318961 Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 12:50 PM.. |
| ||||
| -:||:- Kami Ussi Ki Hai -:||:- ![]() Mujh mein khushboo basi usi ki hai jaise yeh zindagi usi ki hai ![]() woh kahin aas pass hai mere hu ba hu yeh hansi usi ki hai ![]() ab yeh khuwab bhi nahi mere ab toh yeh nind bhi usi ki hai ![]() ya toh koi kami nahi mujh mein ya phir mujh mein kami usi ki hai..!! ![]() Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 10:31 AM.. |
| ||||
| Main kitna intezar karoon ******************************* Main kitna intezar karoon Main kis se piyar karoon Jab se tum ne milna chor diya he Khushbu ne bikharna chor diya he Phoolon ne mehakna chor diya he Chiryun ne chehakna chor diya he Chan ne chamakna chor diya he Aur dil ne b darakna chor diya he Savan jane ko he Bahar aane ko he Phool khilne ko hain Sab dost milne ko hain Ab to aa jao Main kitna intezar karoon Main kis se piyar karoon ******************************* ![]() ![]() khurram 0314-5310052 0333-5318961 Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 12:53 PM.. |
| ||||
| Meray dard ki kahani meri <><><><><><><><><><><><><><><><<<>><><><><><> Meray dard ki kahani meri hasraton sey poocho, Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho, Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora, Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora, Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho, Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho, Yeh saza meray naseeb ney dee meri aashiqui ki, Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki, Mein kahan kahan jala hoon meri hasraton sey poocho, Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho <><><><><><><><><><><><><><><><<<>><><><><><> ~*~*~*khurram~*~*~* ~**mkhurram2k7@yahoo.com**~ |
| ||||
| Meri guftagu se ab tum khafa na ho, ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~* ~* Meri guftagu se ab tum khafa na ho, - Tere dil men chhupa ab koi ranj na ho, - Tu mujhe chaahane lage begharz kyun, - Ab chaah kar bhi tum se yeh Khata na ho. - Meri chaahaton men doobne se baaz raho, - Tu kahe mujhse haal-e-dil aur mera inkaar ho, - Yeh Naobat na aaye issliye meri baat maan, - Chhod de peechha mera ki tu ab khwar na ho. - Meri manzil hai kahin aur tujhe ye khabar to ho, - Raah men pada koi ab tum pathhar to na ho, - Tu jaan le iss baat ko ab achhi tarah, - Izhaar mujhse karne ka koi dil men waham na ho. - Main amaanat hun kissi aur ki yeh jaan lo, - Khayaanat karne ki tujhe koi ab aas na ho, - Mere raaste band hain ab tere liye, - Jis gali men mera ghar hai wahan tera guzar na ho. - ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~* ~* ~*~*~*khurram~*~*~* ~/~*0333-5318961*~/~ ~**mkhurram2k7@yahoo.com**~ |
| ||||
| Mujhay Bas Itna Kehna Hai ~*~*~*~*~*~*~*~*~~*~*~*~*~*~* Mujhay Bas Itna Kehna Hai Kabhi Main Yaad Aaoon To Kabhi Tanhae Ki Raatain Tumhain Ziada Sataein To Kabhi Titli Na Bolay To Aur Jugnoo Lout Jaye To Kabhi Jab Dil Bhi Bhar Jaye Koi Jab Sunn Na Paye To Agar Sab Dost Sathi Be Jo Tum Se Rooth Jaaein To Kabhi Jab Khud Se Lar Lar Kar Thakan Se Choor Ho Jao Kabhi Chahtay Huay Be Khud Akelay Ro Na Paao To Apni Aankhon Ko Band Karna Mujhay Aawaz De Dena ~*~*~*~*~*~*~*~*~~*~*~*~*~*~* ~*~*~*khurram~*~*~* ~**mkhurram2k7@yahoo.com**~ |
| ||||
| Mujhe baahon mein bikhar jaane do $$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$ &&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&& Mujhe baahon mein bikhar jaane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do… Dil machalta hai aur saans rukti hai, Ab toh seene mein aaj mujhe utar aane do Shokh nazron ko sharm aati hai, Thartharaate hue labon ko chain paane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do… Raat tanha hai aur sard mausam hai, Shola-e-ehsaas ko AB aur bhadak jaane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do… Behke hain hum fizaa Jo behki hai, Dil ko dil rooh ko rooh mein sama jaane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do… Bikhre gesu hain bikhra kaajal hai, Haule haule is shab ko tum guzar jaane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do… Abhi aur bhi armaan dil me baaki hai, Yuhin baahon mein is raat ko kat jaane do $$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$ &&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&&& ~*~*~*khurram~*~*~* ~**mkhurram2k7@yahoo.com**~ |
| ||||
| Good time - Good time - Bad time - Day time - work time - offtime - Night time - Happy time - sad time - sleep time In the mean time i miss u every time..janoooooo ![]() ![]() ![]() --------------------------------------------------- ~~~Aee Masoom Si Ladki~~~ Ae Masoom Si Bholi Bhali Ladki Kisi Se Tum Dil Na Lagana Kisi Ko Aitbar o Bharosa Ka Rishta Kabhi Na Dena Ess Shaher Ke Logoon Ki Fitrat Mosam Ki Si Hai Jald Badal Jaty Hain Dil Toor Jaty Hain Hai Dil Kanch Ki Manind Jo Ho Jaye Ager Tukre Tukre To Judd Nahi Sakta Ess Kanch Ke Tukre Ko Tum Abhi Se Sanbhal Ke Rakhna Na Kisi Per Aitabaar Kerna Ae Masoom Si Ladki......... ![]() Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 01:06 PM.. |
| ||||
| Hath haatho mai leke puchte ho, puchun kya? sab le kar mera kehte ho, kuch maanguN kya? Bechain hoke kehna, tumko meri pehchaan nahi apna aaina tumhe de diya, aur ab mai du kya? Rafta rafta raazon ko mere zabt kar liya.. haaye! phir kehna anjaan ka, mai tumhara Hun kya? Meri dhadkan sunte ho, saansen bhi ginte ho.. Aur ye kaisa sawal? mai tumhe chhuun kya?? Meri shab o sahar ho guzar, teri baaton mai! Aur tum kaho mujse, tumse aake milu kya? Kitni baar in aankhon ne sunaayi daastan.. Aur tum ho k puche jaate ho, hai aarzoo kya? Tumhe kya khabar sookun is nazar ka tum ho! varna kise yaha khabar thi, hai khushboo kya? Na puchna ab ki baar kahaan ho, kaisi ho tum ho toh sab pyara hai, aansoon kya, lahoo kya!! -------------------------- 0314-5310052 Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 01:15 PM.. |
| ||||
| Ab wakt-e-judai hai mujhay ab alwida kah do Ab phir wo tanhai hai mujhay ab alwaida kah do Main lakh bura tahra hon yaron ki nazar may Dil roo to raha hay magar aab alwida kah do Meray AANSOO to meray hain meri khushian tumhari hain Mobarak tum ko yea khushian mujhay aab alwida kah do Meray janay pay na rona mujhay tum yaad na karna May tanha tha may tanha hon mujhay aab alwida kah do Mujhay afsoos to hoga yon sab say door janay ka Meri yadoon may tum sab ho mujhay aab alwida kah do Mujhay choora tha apno nay mujhay apnaya tab tonay Tera ahsan mand hon may mujhay aab alwida kah do Meray AANSOO nahi ruktay mujhay aab dard hota hay Na mera dard barhnay do mujay aab alwida kah do Mujhay jo piyar kartay thay mujhay jo apna kahtay thay Wohi aab door hum say hain mujhay aab alwida kahdo Mujhay kaflay ki talab na thi mujhay manzilo ki na chah thi Mera dard mera tha humsafar mera dard meri hayat thi Mujhay tonay chalna sikha dia mujhay manzilo ka pata dia May na chal sakon tere sath aab : mujhay alwidda kah do.. ![]() Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 01:14 PM.. |
| ||||
| Tujh ko apni jaan ka salam likhoon ga.. Dil ki kitab mein arman likhoon ga.... Kash hum ko mil jaey Aasman ki hukumat... Sitaron ki jagah mein tera naam likhoon ga.... Torna hota to rishta hum na banate , Umeed nahi hoti to hum sapney na sajaate, Aitbaar kiya humne aapki wafa pe, Bharosa na hota to dil aapke haath me na thamatey..... Dil walay ankhoon ki baat samajh laitey hain , Khawab main mil le to mulaqat samajh laitey hain , Rota to Aasman bhi hai kisi ke pyaar main , Lekin log usy Barsat samajh laitey hai..... --------------------------------- 0314-5310052 Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 01:39 PM.. |
| ||||
| KiTni NaDaN Thi WoOo LaRki Jo KhiYalooN Ki DuniYa MaY BasTi Thi SooChoN KaY MaskaN MaY RehTi Thi WoOo WeRaaN YaDooN KaY DaMaN MaY BanDhi RehTi Thi KiTni NaDaN Thi WoOo LaRki Jo KiTabooN MaY Gum RehTi Thi AfsaNoOo MaY Apna KirDar TalaShTi Thi Kuch Na PaNaY Ki SooRaT MaY Udass Si Ho JaTi Thi KiTni NaDaN Thi WoOo LaRki Jo ApNaY Hi KhiYaLooN MaY UlJhi UlJhi RehTi Thi JaNeY KiYa SoochTi PaR KucH Bhi Na Keh PaTi Thi DuniYa KaY HanGamoOo SaY PaReY TanHaie MaY RehTi Thi KiTni NaDaN Thi WoOo LaRki Jo ApNaY IrD GirD Ki DuniYa SaY GhabRaie Hui RehTi Thi AuR ApNaY WaJooD Ko KuD Hi DudsaFi DeNa ChahTi Thi WoO Sab RasToon PaY JaTi Thi AuR Mur KaY WapaS AaTi Thi KiTni NaDaN Thi WoO LaRki Jo MeRaY DIL MaY RehTi Thi~! ------------------------ 0314-5310052 Last edited by coolmind2009; 21-10-2008 at 01:13 PM.. |
| ||||
| .+""+.+""+. + + Dil tu "+. .+" kehta "+.+" hay. Zamane se chupa lon tuj ko, Dil ke dharkan ki tarha dil mei basa lon tuj ko, Koi ehsas judai ka na rehne pai , is tarha khud mei meri jaan chupa lon tuj ko, Tu jo rothe mujh se mere dil k malik,sari dunya se khafa ho kar mana lon tujko, Jab main daikhon tere chehre pe udasi ka sama , bas ye chahon kisi tarha hasa lon tujko. _____________________ khurram ![]() ![]() |
| ||||
| 1 Hawa Ka Jhonka Ho Tm 1 Hawa Ka Jhonka Ho Tm Mra Sb Se Acha Tohfa HoTm Aasman Ka Chamakta Tara HoTm Mre Jeny Ka Sahara HoTm Dunya Ki Kemti Kitab HoTm Mre Liy 1 Gulab HoTm* ![]() ![]() |
| ||||
| $============$ $ ()""""() Hi ! Its $ $ ( ' o ' ) Me $ $(,,)==(,,)======$ I've climbed up ur window Just to say chooran nu choor pa gaya ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | Rate This Thread |
|
|