Quote:
Originally Posted by BLACK_BERRY kg bhai nay jo wallpaper attachment ka procedure bataya tha woh main nay kia tha likin wallpaper ho tu gaya likin us may likha hay kay send it via e mail to main kia karoo woh to up load ho gai hay likin send kaha karoon plzz koi baata dain. |
sister app us ko private massage Kar deh
jo app ne pic upload ki hai woh app KG ko Msg kar deh Via e mail nai
pm(private massage) main