Quote:
Originally posted by muslim
Bus sirf chharey change hein
Jo kam Inzimam nay 1992 mein kia tha, oski Umeed
Malik
ya
Afridi say ki ja sakti hay. |
haan g sahi kaha lakin ab to score daikhtay hoyay lag raha hai k sari ummedon per paani phirnay wala hai
