Hamari ya hay dili

DUA
Jeetay World cup PAK hay ya DUA
Agarchey PAKISTAN, APNA match har gaya hay, leikan abhi bhi hamrey Hosaley Bulan hein,
wo kahtey hein na kay Harr kay baad Jeet ki Tago do mein lag jata Banad, Inshallah hamarey

ki GAWAHI hay kay INSHALLAH, PAKISTANi team WOLD CUP tropphey kay sath WATAN wapis lotey gi,
is thread mein hum kuchh khubiya biyan karein gay, oor jo area comzoor hein, on par discuss bhi karein gay, upto the 29.04.07 (28 ko FINAL hay)
01. WORLD CUP ki opening cermoney ( 12.03.07)
02. Worl cup ka pehla match (Pak -187 and W.I 241), Result, W.I (win by 54 runs)
