:salam:
dear tahir :)
pic achi lagi naaaaaaaaa:yes: jaanti thee :hahha: magr yhe tu batya nahin tumne ke love es tarhaan berhta hai yaaaaa ?:think: ;) :hahha: batana zarorrrrrrrr :tata:
dear mirzakamran :)
are sawaal jo pocha thaa vo tu bataao naaaaaaaaa:think: only daant nikalne ko kisne kaha thaa :hahha: jaldi lekho

:tata:
hye dosti :)
thx :) wase undaaz acha laga wowwwwwwwww:hahha: magar kher tu hai kahin iaraday naik tu nahin ;) agar naik hain tu bechare gayee kaam se naaaa vo tu :hahha: :tata: