View Single Post
  #1499 (permalink)  
Old 27-01-2007, 03:16 AM
Kaami's Avatar
Kaami Kaami is offline
Gumshuda
 

Join Date: May 2006
Location: Middle of no where
Posts: 6,122
Country: Users Flag!
Images: 11
Thanks: 3
Thanked 2 Times in 1 Post
Rep Power: 11
Kaami will become famous soon enough
tum bin kya ha jeena kya aaa jeenaaaa
tum binn kya ha jeenaaa
tum bin jiya jay kaisay....kaisay jiya jay tum binn
sadyoo say lambi hain raatainnn sadyoo say lambay howay din
aajaoo laut kar tummmmm yeh dil keh raha haaaa
aajaoo laut kar tummmm yeh dill keh raha ha
phir sham-e-tanhai jaagi phir yaaad tum aa rahay hu
phir jaan nikalnay lagi ha
Q mujh ko tarpa rahay hu
Is dil main yadoo k mailay hain tum bin bohut hum akelay hainnnnn
Aajaoo laut kart tum yeh dil keh raha haaaaaaaaa
__________________
Ik Chehra jo mairay khwab saja daita hay
Mujh ko mairay he khayaloo main sada deta hay
Woh maira kon ha? Maloom nahi
Lakin jab bhi milta ha tu pehlu main jaga daita ha
Main jo andar say kabhi toot k bikhroou
Tu wohi mujhko chahnay k liyay hath barrha daita ha
Main jo tanha kabhi chup k rona chahoon
Tu dil k darwazay ki zanjeer hila daita ha
Uski qurbat may hay kya baat na janay
Ik lamhay k liyay wo sadyoo ko bhula deta ha
Reply With Quote