bana gulab bana gulab tu kantey chobah gya ik shaks
howa chiragh tu ghar hi jala gya ik shaks
muhabtain bhi ajeeb nafartain bhi kamaal
meri tarah ka hi mujh mein sama gya ik shaks
khula hia k aeyna khana hai go ay ye dunia
aur is mein tamasha bana gya ik shaks.................................. |