Dukh Boltay HaiN
"Jab Seenay Andhar Saans Kay Dariya Doltay HaiN
Jab Mousam Sard Hawaa MeiN
Chup Sy Gholtay HaiN
Jab Ansuu
PalkaiN Roltay HaiN
Jab Sab AwaazaiN Apnay Apnay Bistar Par SoH Jaaty HaiN
Tab Aahista Aahista AnkheiN Kholtay HaiN
Dukh Boltay HaiN
Adeel
03003077273
03343298925