Adeel Hazaron pal tumharay bin
Na pouchoo kaisay kaatay hain
Kabhi yadain rulati hain
Kabhi mosam satatay hain
Usay kahna hum aatay hain
Hamain mayus na kerna
Hamara maan rakh lena
Hamain wapis nahi jana
Hamain dil main basa lena
Hamain apna bana lena
Bohat terpay huay dil say
Bohat rutha nahi kertay
Mohabbat to ibadat hay
Zamanay say chupatay hain
Eisay ruswa nahi kertay
Sanam eisa nahi kertay
Sanam eisa nahi kertay
Adeel
03003077273
03343298925 |