Quote:
Originally posted by Amial Khan
Woh aik he chehra tou nahi saray jahan main
JO duur hai woh dil say utar kyun nahi jata
Main apni he uljhi huee rahoon ka tamasha
Jatay hain jidhar sub main udhar kyun nahi jata...!! |
ab tak meri yadoon se mitaye nahi mit'ta
bheegi hui sham ka manzar, teri aankhain
mumkin ho to ik taza ghazal aur bhi keh loon
phir aurrh na lein khuab ki chader teri aankhain
yun dekhtey rehna usay achaa nahi Mohsin
woh kaanch ka paiker hey to pather teri aankhain!!