Quote:
Originally posted by Amial Khan Wo dosti to khair ab nasib-e-dushmanan hui
Wo choti choti ranjishon ka lutf bhi chala gaya
Ye kis khushi ki ret par gamon ko nind a gai
Wo lahar kis taraf gai ye main kahan sama gaya |
Ahsaas kay saray rishtay tor do
Piyaar kay saray bandhan khol do
Dil say apnay bhula do mujhay
Aur phir kabhi na yaad aaoo mujhay
Dua hai meri khuda say kayh!
Aur phir yun karna kay!