
05-11-2006, 07:18 PM
|
| Hansta Howa Chehra. | |
Join Date: Jan 2006 Location: Dhoondti Hai Nazar.
Posts: 8,821
Thanks: 0
Thanked 25 Times in 24 Posts
Rep Power: 13 | |
~~ Love Collection ~~
As salam o Alaikum All
Friendsssssssss. 
**********************************
Khowab Uskay Hain Jo Chura Lay Jaye
.................................................. .........
1)
Khowab Uskay Hain Jo Chura Lay Jaye
Nind Uski Hai Jo Ura Lay Jaye
2)
Zulf Uske Hai Jo Usay Cho Laye
Baat Uske Hai Jo Bana Lay Jaye
3)
Teg Uske Hai Shaakh Gul Uske
Jo Usay Khanchta Howa Lay Jaye
4)
Yoon Tu Uskay Pass Kia Nahi Pher Bhi
Ak Darwesh Ke Doa Lay Jaye
5)
Zakham Ho Tu Koee Dahaee Day
Teer Ho Tu Koee Utha Lay Jaye
6)
Qraz Ho Tu Koee Ada Kar Day
Hath Ho Tu Koee Chora Lay Jaye
7)
Lou Diyey Ke Negah Main Rakhna
Janay Kis Simt Rasta Lay Jaye
8)
Dil Main Aabad Hain Jo Sadyoon Say
In Butoon Ko Kaha Khuda Lay Jaye
9)
Kab Na Janay Ubal Paray Chashma
Kab Yah Sehra Mujhay Baha Lay Jaye
10)
Khowab Easa Kah Dekhtay Rahiyay
Yaad Ease Kah Hafaza Lay Jaye
11)
Main Gareeb Dayaar Mera Kia
Mouj Lay Jay Ya Hawa Lay Jaye
12)
Khaak Hona He Jab Muqaddar Hai
Ab Jaha Bakht Narsa Lay Jaye
*********************************
Kese Ke YaaD* Kese Ke YaaD*
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*
<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
ShaZo |