
16-10-2006, 02:58 PM
|
| Hansta Howa Chehra. | |
Join Date: Jan 2006 Location: Dhoondti Hai Nazar.
Posts: 8,821
Thanks: 0
Thanked 25 Times in 24 Posts
Rep Power: 13 | |
~~ Love Collection ~~
As salam o Alaikum All
Friendsssssssss. 
**********************************
Tum Hathoon Pay Kahi Naam Mera Likh Layna
.................................................. ......................
1)
Tum Hathoon Pay Kahi Naam Mera Likh Layna
Tum Dua Mangna Matt, Hurf Hurf Dua Likh Layna
2)
Yaad Aayay Jo Meri Khaak Bekharnay Ka Samaa
Sada Kagaz Pay Bas Ak Lafz "Hawa" Likh Layna
3)
Yaad Nahi Rahta Tumko Bhi Mujhay Bhi Har Rooz
Aaj Tu Yaad Say Tum Mera Pata Likh Layna
4)
Aks Phelay He Ke Manind Abhi Baki Hai
Totnay Wala Koee Aaina Tha Likh Layna
5)
Yaad Ayay Jo Mulaqat Guzashta Koee
Wraq Jaan Pay Tum Ak Sher Mera Likh Layna
6)
Tujh Say Bhar Kar Mera Munsib Nahi Koee Khawar
Yani Bay Jurm He Khud Apni Saza Likh Layna
[ Rahman Khawar ]
*********************************
Kese Ke YaaD* Kese Ke YaaD*
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*
<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
ShaZo |