
04-10-2006, 01:05 PM
|
| Hansta Howa Chehra. | |
Join Date: Jan 2006 Location: Dhoondti Hai Nazar.
Posts: 8,821
Thanks: 0
Thanked 25 Times in 24 Posts
Rep Power: 13 | |
~~ Love Collection ~~
As salam o Alaikum All
Friendsssssssss. 
**********************************
Main Talash Main Kese Or Ke, Mujhay Dhundhta Koee Or Hai
.................................................. .............................................
1)
Main Talash Main Kese Or Ke, Mujhay Dhundhta Koee Or Hai
Main Sawal Hoon Kese Or Ka, Mera Maslah Koee Or Hai
2)
Kabhi Chaand Cheroon Ke Bheer Say Jo Nekal Kay Aaya Tu Yah Khula
Wo Jo Asal Tha Usay Kho Dia, Jesay Pa Liya Koee Or Hai
3)
Ktee Umer Isi Cha Main, Usay Dekhtay Kese Rah Main
Mager Ak Zamanay Kay Badd Jo Howa Aashana Koee Or Hai
4)
Faqat Ak Pal Kay Faraq Main, Kaee Khowab Kurchiyaan Ho Gay
Jo Plat Kay Ayay Tu Yoon Laga Yaha Silsala Koee Or Hai
5)
Wahi Log Hain, Wahi Naam Hain , Wahi Ghar, Wahi Dar o Baam Hain
Mager Ab Dareecho Ke Outt Say Hamay Jhankta Koee Or Hai
6)
Kese Aanay Walay Safer Ke Jab Karo Ibtada Tu Yah Sochna
Main Akaila Is Main Shareek Hoon , Ya Meray Sewa Koee Or Hai
7)
Usay Mil Kay Aayay Tu Shaam Ko Mujhay Aainay Nay Kaha Suno
Wo Jo Subhay Damm Tha Hasan Raza Wo Tumhe Ho Ya Koee Or Hai
[ Hasan Abbas Raza ]
*********************************
Kese Ke YaaD* Kese Ke YaaD*
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*
<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
ShaZo |