
03-10-2006, 03:15 PM
|
| Hansta Howa Chehra. | |
Join Date: Jan 2006 Location: Dhoondti Hai Nazar.
Posts: 8,821
Thanks: 0
Thanked 25 Times in 24 Posts
Rep Power: 13 | |
~~ Love Collection ~~
As salam o Alaikum All
Friendsssssssss. 
**********************************
Itafaaq Apni Jaga , Khush Qismate Apni Jaga
.................................................. .....................
1)
Itafaaq Apni Jaga, Khush Qismate Apni Jaga
Khud Banata Hai Jaha Main Aadmi Apni Jaga
2)
Kah Tu Sakta Hoon Mager Majboor Kar Sakta Nahi
Ikhtayaar Apni Jaga , Bay Basi Apni Jaga
3)
Kuch Na Kuch Sachaee Hote Hai Nehaan Har Baat Main
Kahnay Walay Theek He Kahtay Hain Sabhi Apni Jaga
4)
Sirf Uskay Hont Kagaz Per Bana Deta Hoon
Khud Bana Layte Hai Hontoon Pay Hanse Apni Jaga
5)
Dost Kahta Hoon Tumhay Shaer Nahi Kahta Shaoor
Doste Apni Jaga, Shairy Apni Jaga
[ Anwer Shaoor ]
*********************************
Kese Ke YaaD* Kese Ke YaaD*
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*
<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
ShaZo |