
24-09-2006, 12:24 PM
|
| Hansta Howa Chehra. | |
Join Date: Jan 2006 Location: Dhoondti Hai Nazar.
Posts: 8,821
Thanks: 0
Thanked 25 Times in 24 Posts
Rep Power: 13 | |
~~ Love Collection ~~
As salam o Alaikum All
Friendsssssssss. 
**********************************
Kamal -e- Jabt Ko Khud Bhi Main Aazmaoon Ge
.................................................. ........................
1)
Kamal -e- JabT Ko Khud Bhi Main Aazmaoon Ge
Main Apnay Hath Say Uske Dhulhan Sajaoon Ge
2)
Supard Kar Kay Usay Chaandni Kay Hathoon Main
Main Apnay Ghar Kay Andheroon Ko Lout Jaoon Ge
3)
Badan Kay Karb Ko Wo Bhi Samaj Na Paey Ga
Main Dil Main Raoon Ge Ankhoon Main Muskuraoon Ge
4)
Wo Kia Gia Kah Rufaqat Kay Saray Luft Gay
Main Kis Say Routh Sakoon Ge Kesay Manaoon Ge
5)
Ab Uska Fun Tu Kese Or Say Howa Mansoob
Main Kis Ke Nazam Akailay Main Gungonaoon Ge
6)
Wo Ak Rishta Bay Naam Bhi Nahi Lakin
Main Ab Bhi Uskay Esharoon Pay Sir Jhokaaon Ge
7)
Becha Dia Tha Gulaboon Kay Sath Apna Wajood
Wo So Kay Uthay Tu Khowaboon Ke Rakh Uraoon Ge
8)
Jawaaz Dhundh Raha Tha Naee Mohabbat Ka
Wo Kah Raha Tha Kah Main Usko Bhool Jao Ge
[ Parveen Shaker ]
*********************************
Kese Ke YaaD* Kese Ke YaaD*
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*
<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
ShaZo |