Quote:
Originally posted by dia
Uss ko na aaya kabhi merey wafa par yaqeen
maloom nahi anjaney may,usay kitnay gham de gaya.
alf.
DIA(SPREADING ROSHNI) |
aankhon ko intizaar ka de kar humar chala gaya
chaha tha aik shakhs ko janay kidher chala gaya
din ki wo mehfilain gayee, raatoon ke ratjagay gaye
koyee samet kar mere shaam-o-seher chala gaya
"alif"