Quote:
Originally posted by dia
Na woh ankh he terey ankh they,na woh khuwab he tere khuwab tah
dil-e-muntazir to ye kis liya ,tera jagna,ussay bhool ja.
"alf"
DIA(SPREADING ROSHNI) |
Ankhon main anso ko ubharnay na dia
Mitti kay motiyon ko bikharnay na dia
Jis rah pay paray thay teray qadmoon k nishan
Us rah se kisi ko guzarnay na dia.
"alf"