Quote:
Originally posted by Afsana hou jis ka zikar mohabbat ki har kahani mein
eik aisa pyaar ka paigham tere naam kar doun
N again |
na ho in pay jo mera bas nahin kay yah ashiqyi hai hawas nahin,
main unhi ka tha, main unhi ka hoon,wo meray nahin to nahin sahee..
jo ho faisla wo sunaiyay,usay hashr pay mat uthayay,
jo karain gay ap sitam wahan woh abhi sahee woh yahin sahee...
usay dekhnay ki jo lau lagi to naseer dekh hi lain gay ham,
woh hazar ankh say door ho woh hazaar parda nasheen sahee...
-->> Yeh