Quote:
Originally posted by notxtra tuu samandar hai tou phir apni sakhawat bhi dikhaa
kya zaroori hai keh mian pyaas ka daman kholoon
khud ko umroun say muqaffal kiye baithaa hoon Faraz
woh kabhi aayee tou khalwat-kada-e-jaan kholoon
'Noon' is next |
na jaane kon sa aaseib dil mein basta hai
k jo bhi thehra woh aakhir makan chor gya
"ALIF"