| dil dharaknay ka sabab yaad aaya
wo teri yaas thi ab yaad aaya
haal-e-dil hum b sunatay apna
jab wo rukhsat hua tab yad aaya
__________________ Kharay hain khwab hathaili pe rakh kar
aur us main band hain wo jugnu lamhay
tumhari dastakain gum ho rhi hain
na aanay k bahanay dhoondhtay ho
samajhna hai, samajh jao
jo jana hai chalay jao......
magar ye dil q ab tak keh rha hai
zara thehr jao......zara thehr jao |