| a romantic couplet coming up..... apnay ehsaas se chu k muje sandal kar do
main k sadiyon se adhoori hon mukamal kar do
__________________ Kharay hain khwab hathaili pe rakh kar
aur us main band hain wo jugnu lamhay
tumhari dastakain gum ho rhi hain
na aanay k bahanay dhoondhtay ho
samajhna hai, samajh jao
jo jana hai chalay jao......
magar ye dil q ab tak keh rha hai
zara thehr jao......zara thehr jao |