| here is 1 of my fav ............ main tau is wastay chup hoon k tamasha na banay
tum samajtay ho muje tum se gila kuch b nahi
__________________ Kharay hain khwab hathaili pe rakh kar
aur us main band hain wo jugnu lamhay
tumhari dastakain gum ho rhi hain
na aanay k bahanay dhoondhtay ho
samajhna hai, samajh jao
jo jana hai chalay jao......
magar ye dil q ab tak keh rha hai
zara thehr jao......zara thehr jao |