| lagta hai aaj muj pe ash-aar ki amad ho rhi hai....... lolz
ehsaas dilaya hai tau milta he nahi
ajnabi tha tau roz mila karta tha
aaj wo muj se meri har bat k maani poochay
jo meri soch ki tabeer likha karta tha
__________________ Kharay hain khwab hathaili pe rakh kar
aur us main band hain wo jugnu lamhay
tumhari dastakain gum ho rhi hain
na aanay k bahanay dhoondhtay ho
samajhna hai, samajh jao
jo jana hai chalay jao......
magar ye dil q ab tak keh rha hai
zara thehr jao......zara thehr jao |