Quote:
Originally posted by arveeha_gul kuch kuch reality hai ya zayda zayada reality hai...meko kuch nahun pata g..... coz me boy nahin..............lakin aik bat g humain kya LOR hai yah 99 rules yad karnay ki...............agar gitni dair hum is ko yad karnay main lagain gay utni dair main math s k nagnay kitnay sawal rat lain gay.......... |
koi bat nahi beta apko abe ye sub yad karne ki koi zarorat nahi ap abhi maths k sawal he rat lo wese maths k sawal ratay nahi samjhay jate hai