| Re: haq piyaar ka apney main kaisey adaa karoo’n? Quote: Originally posted by AQN bey basi k dharkanein..us tak poonhanchney sey qaasir
main dil ki in sergoshiyoo’n ko ..kaisey sadaa karoo’n,
khushyoo’n sey jaaney kaisey zam hogaey hein ghum
koee bataey ab kis terha..main inko judaa karoo’n,
ger maan uski zaat ka …her cheez sey balaa hey
tu apni anaa key shah ko kyunker gadaa karoo’n,
bawajood in baatoo’n key ..phir soochti hoon main
haq piyaar ka apney main kaisey adaa karoo’n?
.....................AQN...................... |  keep it up
__________________ Aansu ko bahot samjhaya tanhai me aaya karo,
Mehfil me hamara mazak na udaya karo,
Ispar aansu tadap kar bola,
Itne logo me apko tanha paate hai,
Isliye chale aate hai! |