Quote:
Originally posted by jalpari
tumhari dukh bhari dastaan sun ker meri ankhoon main ansoo aa gaye.....
oor mirza jee..ko kuch na kahoo woh sachi baat kar rahe hain....kyun mirza jee... |
beshak tum meri well-wisher nahin ho laikin phir b main apke liyai yehi dua krun ga k khuda apki ankhun main kabhi dukh k ansu na layai Amen...!!!