Quote:
Originally posted by OnENOnLy_Aisha
awhh aeSi batayain tou naa kerainn..main mazak ker rahii thii..suChi mainn..wll sahi main batayain..ap kion naii houngay.. |
Aray dekhain hamay kal ka kia pata, aaiy na aaiy......
Phir aap tu months ki baat ker rahi hain na...