
04-10-2008, 01:01 PM
|
| Mystery Of the WORLD | |
Join Date: Apr 2008 Location: Ankhein band karo mein nazar aogi...
Posts: 697
Country: Thanks: 9
Thanked 11 Times in 11 Posts
Rep Power: 2 | |
Re: !!buhut roya!! Quote:
Originally Posted by ASQR Bahut roya, aaj raat jab mien soya
dard e dil ney tarpa dya, mien bahut roya
Dil ki aah ney bherma dya mein bahut roya
Anssoan key tufan mien doob gia, bahut roya
Phir yaad aii unki, dil machal gia, bahut roya
ek aag si siney mien bharak uthi, bahut roya
is aag ney dil rakh kia, us ney jo saath chhor dia
kia kehta, mien kia karta, taqdeer thi, bahut roya
rona, dhona, ji ko jaklana, socha or dil ko samjhia
Nadan dil na samjh saka, lory dey is ko lubahia
Dil ki batein dil hi janey, kehtein hien sabhi sianey
dil kia hay kahey sara zamana, dil key kehney mien na ana
rona dhona jee ko jalana, is say sab nalan haien phir bhi
Roney say jo saqat miley hay, us say ji ko behlana
Mun ko chhota na karna, umeed kay diay jalana
Qudrar key inam say dil mien rakh key andheron mien na gum ho jana
Umeed ko qayam rakhna, dil ko delasa dena, or khushi say so jana | Very FUNNY...hehe
__________________ Yeh dhoop Kinaray Shaam dhale
Milte Hain Dono WaQt Jahan
Jo Raat Na Din jo Aaj Naa Kal
Pal Bhar Main AmaR Pal Bhar Main Dhuaan |