Thread: !!buhut roya!!
View Single Post
  #6 (permalink)  
Old 04-10-2008, 06:26 AM
Kaami's Avatar
Kaami Kaami is offline
Gumshuda
 

Join Date: May 2006
Location: Middle of no where
Posts: 6,122
Country: Users Flag!
Images: 11
Thanks: 3
Thanked 2 Times in 1 Post
Rep Power: 11
Kaami will become famous soon enough
Re: !!buhut roya!!

Teri yaad aaya karegi, teray janay k baad, aur yeh aankhein roya karengi, muskuranay k baad
Palat kar to dekh lo ik baar O janay walay, mumkin hai, yeh zindgi hi na rahe teray janay k baad
__________________
Ik Chehra jo mairay khwab saja daita hay
Mujh ko mairay he khayaloo main sada deta hay
Woh maira kon ha? Maloom nahi
Lakin jab bhi milta ha tu pehlu main jaga daita ha
Main jo andar say kabhi toot k bikhroou
Tu wohi mujhko chahnay k liyay hath barrha daita ha
Main jo tanha kabhi chup k rona chahoon
Tu dil k darwazay ki zanjeer hila daita ha
Uski qurbat may hay kya baat na janay
Ik lamhay k liyay wo sadyoo ko bhula deta ha
Reply With Quote