Quote:
Originally Posted by umairqureshi_6 kisi main parhney ki himmat nahi hia kya??? |
nahi umar g hum ne read kia hai bht achi batayn likhy hai aapne mager sawal yeh hai ke iss soch ko har shaks ke zehan main kaise dala jaye ab aapne yaha post kia acha kia mager log pardhayn gay afsos kare gay aur phir wahi kam
hum aisa kia kare kay log apni soch ko badle ????