Quote:
Originally Posted by §t¥l€ Mänt®a Laghzishun se khali tu b nahi main b nahi
Donun insan hain Khuda tu b nahi main b nahi
Tu mujhe aur main tujhay, ilzam detay hain magar
Apne andar jhaankta tu b nahi main b nahi
Maslehat ne kr diya donun mein paida ikhtilaaf
Warna fitrat ka bura tu b nahi main b nahi
Mukhtalif simtun mein donun ka safar jari raha
Aik lamhay ko ruka tu b nahi main b nahi
Chahtay donun buhut ik dosray ko hain magar
Yeh haqeeqat maanta tu b nahi main b nahi |
uFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFFF ... kya tight poetry hay mamoooo.. lash qisam ki

...
one of my FAVOOOOO..
thanks for sharing.. ;)