Thread
:
Fannaa.....!!!
View Single Post
#
19
(
permalink
)
30-06-2008, 02:28 PM
maya pari
** VIP
Join Date: Dec 2007
Posts: 1,361
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Rep Power:
0
Quote:
Originally Posted by
Neo
Dekho Zamane Ke Rang Main Kya Hai
Bhulaa Do Mujhe, Mujh Mein Kya Hai
Ujaalaa Chaandani Raaton Ko Dekho
Siwaye Andheron Ke Mujh Main Kya Hai
Nahin Mil Sakti Jinhe Kabhi Haqeeqat
Aysee Mere Khuwabon Mein Kya Hai
Arman Fana Nazar Viran, Dil Jala Hai
Kureda Ho Mujhe, Ab Rakh Main Kya Hai
Khushi Ke Liye Sab Kuch Bhula Deta Hai
Yadon Ka Kafan Pehen ne Main Kya Hai
Tumhaari Mehfil Main Chand Sitare Hai
Is Nakaam Shayaraa Main Kya Hai
Dekho Zamane Ke Rang Main Kya Hai
Bhulaa Do Mujhe, Mujh Mein Kya Hai
ye tu UDHAM hai UFFFFFFFFFFFFFFF
maya pari
View Public Profile
Find all posts by maya pari