Quote:
Originally Posted by Neo tum agar bikhar jao
bebasi may gir jao
dil se ik sada dena
bas mujhey bula lenaa
mai tumhe sambhalonga
zindage mai chalne ka ...
rasta badalne ka
ik hunar sekha donga
tum ko hosla donga
aur jab sambhal jao ... roshni may dhaal jao
mujh ko ye sila dena
tum mujhe bhula dena...... ! |
NICE ONE..........
muj main esa kia hai jo yaad karega koi...
ache acho'n ko yahan log bhula dety hain....