| Mehrbaan Hota..... " Agar wo mehrbaan hota...
" To meri aankhon may na Jhilmilaati ye nmi hoti...
" Na meray dil ki waadi may khizaan ka ye qaafila rukta...
" Meri be-noor aankhoon may...
" Sitaray qaid kerdeta...
" Meri zakhmi hateeli per wo koi phool rakh deta....
" Meray haathoon ko apnay haaton me le ker..
" Wo ye kehta...
Mohabbat roshni hai...
rang hai...
Khushboo hai...
sitaara hai...
" Qasam mujh ko mohbbat ki...
" Mujhay tu sub say piyaara hai...
" Magar aisa wo tub kehta.....
" Agar wo Mehrbaan Hota......." |