View Single Post

  #3500 (permalink)  
Old 14-05-2008, 06:50 AM
Neo's Avatar
Neo Neo is offline
The ChOSeN One
 
Join Date: Apr 2006
Posts: 5,008
Reputation: 138
Rep Power: 9
Neo will become famous soon enoughNeo will become famous soon enough
In lamhon kay peechay koiee ti hai lamha aisa bhee
Jo baigana bhee hai apna bhee hai jaata rahay yain lamha
Waheen se to aagay jana jisay socha hai usko paana hai jaoon main jaatay pall se aagay haon
Taara taara jalla jalla jalla jalla kahakshan kee tarah

Teray waastay main taara taara jaala kahakshan kee tarah
Jahan manzil hai meree kabhi to woh duniya dekhoon ga
Mujhay kaisay hai jeena dekhoon ga

Kabhi dekhoon ga jaa kay chuara kai main pechaa kaamon se
Kabhi nikloon ga subha shamon se
Jaon main jaatay pall se aagay jaon jaon main

Aagay ja kay usko paon... Chahoon aagay hee jaon main
Taara taara jaala jaala kahakshan kee tarah

Tere wastay main taara
Taara jaala jaala kahakshan kee tarah

Tere saath hamm hain
Gham kee tarah hain gham nahin

Tere mohabbat kamm nahin
Main taara taala jaala jaala kahakshan kee tarah

Tere wastay main taara taara jaala jaala kahakshan kee tarah
In lamhon kay peechay koiee ti hai lamha aisa bhee
Jo baigana bhee apna bhee
__________________


“Nothing is given to man on earth - struggle is built into the nature of life, and conflict is possible - the hero is the man who lets no obstacle prevent him from pursuing the values he has CHOSEN.”
Reply With Quote