
11-05-2008, 06:07 AM
|
 | ♥•£øñëlÿ Šøül•♥ | | Join Date: Jul 2006
Posts: 17,519
Reputation: 148
Rep Power: 19 | |
Quote:
Originally Posted by Neo hahahahaa...... saveraaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa. bohot zabardast yaraaa...
kya khooooooooob.... likha hay.@Jis tarha hawaien ek rukh pe nahi rehtien!!
Is tarha samandar ke bhi atwaar badalte hain
Duniya ki is bheer main kise aapna kahe kise paraya
kayi loug sadyoun mein, kayi lamha lamha badalte hain
awesome :o)....  | Neooooooooooooooooooooo
Thanks
apki jo poetry thee us mai kuch sawal they yeh unka jawab tha 
samjh to gaye hoge aap 
Humsafar banke hum saath hai aaj bhee
fir bhee hai ye safar ajnabi ajnabi
raah bhee ajnabi mod bhee ajnabi
jaayen hum kidhar ajnabi ajnabi
zindagi ho gayee hai sulagta safar
door tak aa raha hai dhuaaN sa nazar
jaane kis mod par kho gayee har khushi
deke dard-e-jigar ajnabi janabi
humne chun chun ke tinke banaaya tha jo
aashiyaaN hasraton se sajaaya tha jo
hai chaman mein wahi aashiyaan aaj bhee
lag raha hai magar ajnabi ajnabi
kisko maaloom tha din ye bhee aayenge
mausamon kee tarah dil badal jaayenge
din hua ajnabi raat bhee ajnabi
har ghaDi har pahar ajnabi ajnabi .
__________________  Dareechay Se Jhankti Vo Larki Ajeeb Dukh Se Bhari Hui Hay
K Uss k Aangan Mein Phool Par Ik Neeli Titli Mari Hui Hay
Kabhi Azanoo Mein Khoyi Khoyi,Kabhi Namazoo Mein Royi Royi
Vo Aisy Dunya Ko Dekhti Hay k Jaisy Iss Se Dari Hui Hay
Darood Se Mehki Mehki Saansein,Wazifa Parhti Uss Ki Aankhein
K Ik Shamma-e-Umeed Un Mein Kayi Baras Se Dhari Hui Hay
Baray Zamanoon k Bad Barsi Hay Meri Aankhein Kisi Ki Khatir
Baray Zamanoon k Bad Dil Ki Zameen Phir Se Hari Hui Hay... W.L.P |